1 Bahut kuch paane ke chakkar mein kabhi kabhi insaan sab kuch kho beheta hai
by Govinda () 2 Jab bhook lagti hai na toh pet yeh nahin poochta ... ki yeh roti imaandari ki hai ya baimaani ki
by Sanjay Dutt () 3 Yeh duniya bahut buri hai, bahut buri hai ... joh bhi deti hai bura banane ke baad hi deti hai
by Sanjay Dutt () 4 Jis tarah mazab-e-islam mein haraam hai suvar khana ... jis tarah hindu dharam mein paap hai gaye khana ... in sabse bada gunaah hai ... mard hokar kisi aurat ke jism ki kamai khana
by Govinda () 5 Is desh ki mitti ke ghar kahi baar toote hain ... magar is desh ki mitti ka mard kabhi nahin toota hai
by Govinda () 6 Tu police waala nahin bhadwaa hai ... joh kanoon ko rundi banakar gundon ke haathon mein bechta hai
by Sanjay Dutt () 7 Gunday ka sirf ek hi ussool hota hai ... ki uska koi ussool nahi hota hai
by Sanjay Dutt () 8 Main yahan karobaar karne behta hoon ... desh seva nahin
by Sanjay Dutt () 9 Saanp ko aadha maarke chhod do toh woh aur khatarnak ho jaata hai
by Rami Reddy () 10 Budh, Ashok aur Gandhi ke is desh mein rehne waale hum log ... ahinsa ke pujari zaroor hain ... magar buzdil nahin
by Govinda () 11 Sachchai ke liye kisi bhi cheez ko kurbaan kiya ja sakta hai ... magar kisi bhi cheez ke liye sachchai ko kurbaan nahin kiya ja sakta
by Govinda () 12 Main sher ke mooh me haath dalkar uske pet se antariyan nikal leta hoon
by Ishrat Ali () 13 Sach toh yahi hai Sir ... ki aaj kal log sach darr darr kar hi bolte hain
by Govinda () 14 Ek baar teri file open ho gayi na ... toh sab kuch close ho jayega
by Ishrat Ali ()