1 Apni halat bayaan karoon kaise ... yaad ka saanp dil ko dasta hai ... aahatein goonjti hai kaano mein ... meri aankhon mein koi basta hai ... main tumhe dhoondne kahan jaaon ... koi manzil na koi rasta hai ... meri baahein tumhari manzil hai ... dil musafir hai, pyar rasta hai ... waqt aankhon mein tham gaya jaise ... ek paal ek saal lagta hai ... mere khwaabon ki saans toot na jaaye ... aa bhi jaao ki aas toot na jaaye
by Shahrukh Khan () 2 Tumhare pyar mein dil bekarar kab se hai ... ab aa bhi jaao, mujhe intezar kab se hai
by Shahrukh Khan () 3 Aap kamai mein joh maza hai na ... woh maza na baap kamai mein hai, na paap kamai mein hai
by Shahrukh Khan () 4 Main jab naachta hoon na ... toh pair floor par nahi, haseeno ke dil par padte hai
by Shahrukh Khan () 5 Har mumkin pehle namumkin hi hota hai ... aur har haqeeqat pehle khwaab hi hoti hai
by Anupam Kher () 6 Mohabbat ki nahi jaati ... karayi bhi nahi jaati ... mohabbat toh bas khud ba khud ho jaati hai
by Anupam Kher () 7 Joh humri marzi ke bagair, humre ilaake ki zameen pe apna kadam rakhta hai ... woh apne kadmon pe nahi, balki doosron ke kandhon pe lautke jaata hai
by Shatrughan Sinha () 8 Badhon ka yarana karane ke liye ... choton ka pyarana bahut zaroori hai
by Anupam Kher ()