1 Jeena agar joh chaho, toh door humse rehna ... tum maum se bane ho, hum aag se bane hai
by Mohan Joshi () 2 Hum mafia is pani ki tarah hai ... dosti ki mithaas mila de, amrit ban jayega ... dushmani ka zehar gholega, jaan lelega
by Unknown () 3 Yeh waqt mera hai ... aur aaj hukumat bhi meri hai
by Unknown () 4 Main mafia ka woh pedh hi jadh se ukhaadkar phek doonga ... jiske saaye ke neeche jurm nanga-naach naach raha hai
by Dharmendra () 5 Kis kis ko yaad ki jiye, kis kis ko royiye ... aaram badi cheez hai, mooh dhakke soyiye
by Mohan Joshi () 6 Tu hijhde ke haath mein talwar ki tarah hai ... joh chamak toh sakti hai, chal nahi sakti
by Unknown () 7 Aukaad kya hai tum jaise tinke ki, aandhi toofan ke bhi rukh modh diye jaate hai ... jin mein ho jaata hai andaaz-e-khudai pehda, humne dekha hai ki woh bhut todh diye jaate hai
by Raza Murad () 8 Mafia apne dushman ko kabhi maaf nahi karta ... bhool se bhi yeh baat bhool mat jana
by Unknown () 9 Tujhe kanoon ne taqat, vardi ne jurrat aur tere garam khoon ne itni himmat di ... ki tu Gawda par haath utha behta?
by Unknown () 10 Dushman se sirf dushmani ka rishta hota hai
by Unknown () 11 Hum fauj mein the aur hamare desh vasi mauj mein the
by Unknown ()