1 Jab maine tumhare zindagi mein paon rakha, toh waapsi ke saare raaste saare darwaze bandh kar diye ... ab mere paas aur koi raasta nahi hai sivah tumhare, yah phir maut ke
by Karisma Kapoor () 2 Aap ki aankhen meri taxi ki headlight ki tarah hai memsaab
by Aamir Khan () 3 Jab do barabar ke log ek doosre ko kuch dete hai toh woh tofha kehlata hai ... lekin jab koi rayees kisi gareeb ko kuch deta hai toh wahi cheez bheek kehlati hai, madad kehlati hai
by Aamir Khan () 4 Kehdo uss bade baap ki beti se ke uske samaaj mein shaadi byah ek khel hoga, joh kagaz pe kiye hue dastakhat se bhi toda ja sakta hai ... lekin hamare samaaj mein hum usse puja mante hai ... agni ke saath pheron ke baad yeh bandhan atoot ho jata hai
by Aamir Khan () 5 Woh aulaad nahi janni, joh apne maa baap ke shraap se bach sake
by Karisma Kapoor () 6 Kaun uthaya Raja Hindustani ko?
by Aamir Khan () 7 Log kehte hai ki agar sherni ke mooh khoon lag jaye na ... toh woh zinda nahi chodti
by Tiku Talsania () 8 Yahan sab gadbad hai ustad ... naram garam hai aur garam naram hai
by Kunal Khemu () 9 Main aisa vaar karoonga ki Shakuni mama bhi sharminda ho jaye
by Pramod Moutho ()