1 Azaadi ka nasha sabse bada nasha hota hai ... usse bada koi nasha nahi
by Akshay Kumar () 2 Tumhare dil ke jail mein umar bhar ke liye qaid ho gaya hoon ... chahkar bhi yahan se riha hone ka koi chance nahi ... aur tumhari zulfon ki zanjeeron mein is tarah jakad gaya hoon ... ki agar chahon bhi toh usse todh nahi sakta
by Akshay Kumar () 3 Insaan apni umar se, apne aaude se chota bada ho sakta hai ... lekin haqeeqat mein insaan apni bahaduri se, apne kaam se chota bada hota hai
by Deven Verma () 4 Kanoon kabhi kisi ke samne sar jhukane nahi jaata ... balki bade bade mujrim aur soorma kanoon ke aage adab se sar jhukane khud aate hai
by Saif Ali Khan () 5 Ek din woh aaisa hungama karega aur unka blood pressure itna bad jayega ... ki sirf pressure hoga, blood nahi hoga
by Deven Verma ()