1 Kanoon saboot ka mohtaj hai ... lekin jis din mere haath saboot laga ... tum logon ko pagal kutton ki tarah ghaseeta hua le jaonga
by Akshay Kumar () 2 Jab jab dega Ravanraj adharm aur anyay ko bagaava ... tab tab aayenge adharm vinashi, yeh hai daava
by Naseeruddin Shah () 3 Mitt nahi sakti insaaniyat, mitte chahe insaan ... gupt neeti chalaye jitni chahe haivaan ... kehti hai yeh dharti, kehta hai aasman ... dharm rakshak hai sabse hi mahaan
by Naseeruddin Shah () 4 Insaan ko agar lalach ki pyaas lag jaye ... toh woh kitne hi rishton ka khoon kar sakta hai
by Akshay Kumar () 5 Is zameen par itihaas hamesha apne aapko daurahta hai
by Mohan Joshi () 6 Bina saboot ka mujrim bhi apradhi hota hai
by Akshay Kumar () 7 Joh aag bhujti nahi ... usse bhuja diya jaata hai
by Akshay Kumar () 8 Zameen, jaidaat ka lalach hi kuch aaisa hove che ... ke jiske dil mein ek baar aa jave ... uske dil se saare rishton ki dor hi toot jaati hai
by Unknown ()