1 Jurm ki ret pe chalne waale kabhi kadamon ke nishaan nahi chhodte
by Paresh Rawal () 2 Khaaki rang hai yeh ... aur joh log khaak ko audhna aur bichauna bana lete hai ... woh ya toh khud mitt jaate hai ya doosron mitta dete hai
by Unknown () 3 Na main teri tarah kisi ko supari doonga, na hi saboot mittaonga ... balki jis din main tum logon ke naam ke matke phodonga na ... us din is shehar ka bachcha bachcha bolega ... tapka re tapka ... ek aur tapka
by Sanjay Dutt ()