1 Nadi, nadi nahin jismein pani na ho ... hawa, hawa nahi jismein ravani na ho ... woh shaadi, shaadi nahi jismein prem kahani na ho
by Shahrukh Khan () 2 Jab aadmi daulat aur taqat ki wajah se jitna bada hota jaata hai ... utna hi sach aur asliyat se door hota jaata hai
by Shahrukh Khan () 3 Joh sach sunna chahte hai ... woh apni jeb mein pistol aur dil mein nafrat lekar nahi aate
by Shahrukh Khan () 4 Agar Ganga ki hifazat karna pyar hai ... toh hai, pyar hai aur hamesha rahega
by Shahrukh Khan () 5 Toote dilon se door mat jaiyo ... milte dilon ke pass mat aaiyo
by Shahrukh Khan () 6 Mercedes chalane waale cycle chala rahe hai ... kis kis bahane dekho tumko mana rahe hai
by Shahrukh Khan () 7 Ladka hai, ladka hai Sir ... lekin Hindustani nahin hai
by Shahrukh Khan () 8 Hum naye rishte banane ke liye ... purane rishton ko nahi todh dete
by Mahima Chaudhry () 9 Somvaar ko sagai, phir Ganga ki bidai ... aur bhabhi issi baat par khila do hum sabko mithai
by Amrish Puri () 10 Amrica mein pyar ka matlab hai len den ... lekin Hindustan mein pyar ka matlab hai sirf dena, dena, dena
by Amrish Puri () 11 Bade toh aap ban gaye ... lekin khud ke mamle mein zara chote reh gaye
by Shahrukh Khan () 12 Kahin aag lagne se pehle uthta hai aaisa dhuaan ... jaisa hai idhar ka nazaara, waisa hi udhar ka samaa
by Pavan Malhotra () 13 Girlfriends ka aana jaana toh amiron ki shaan hoti hai
by Unknown () 14 Yahan ya toh bahut sanata hai, ya phir bahut shor ... aadmi akela hai, ya phir mela hai
by Unknown ()