1 Joh jung aadmi teer aur talwar se nahi jeet pata ... aurat us jung ko apne aasoonyon se jeet leti hai
by Ashish Vidyarthi () 2 Main ek zeharelay saanp par bharosa kar sakta hoon ... tum par nahi
by Ashish Vidyarthi () 3 Yeh ghulami ka patta gale se nikaal kar phek do ... aur Hindustan ke badshahat ka taj peheno
by Mohan Joshi () 4 Woh aaye hamare ghar mein, khuda ki kudrat hai ... kabhi hum unko, kabhi apne ghar ko dekhte hai
by Ajay Devgan () 5 Bambai se zindagi wapas nahi jati ... sirf maut jati hai
by Ashish Vidyarthi () 6 Main chahta hoon Hindustan ka har aadmi jiye toh sher ki tarah jiye ... varna pehda hote hi marr jaye
by Amitabh Bachchan () 7 Woh burbakh galti kiya, trailer dikha diya usko ... lekin nau se barah ka show abhi baki hai
by Mohan Joshi () 8 Jab koi mujhe challenge karta hai ... toh meri ragon ka khoon double raftar se daudne lagta hai ... aur main woh kar jata hoon joh upar waala bhi karne se darta hai
by Ajay Devgan () 9 Tumhari territory sirf char foot ki hai, joh is shehar se shuru ho karke issi shehar mein dum todh deti hai ... lekin hum army waalon ki territory Himalaya ki bulandi se shuru hokar Ganga sagar ki kok tak jati hai
by Amitabh Bachchan () 10 Kisi bhi desh ki suraksha bandookon aur topon se nahi ki jati ... aur nahi atom bomb aur machine gunon se jung jeeti jati hai ... jung jeetta hai insaan mazbood iraadon se
by Amitabh Bachchan () 11 Surya purab ke bajaye paschim se nikal sakta hai ... reghistaan mein phool khil sakte hai lekin woh ... kabhi nahi hoga joh tum chahte ho, understand!
by Amitabh Bachchan () 12 Tum is desh ke un naujawan mein se ho ... joh uthe toh aasman ko muthi mein lele
by Amitabh Bachchan () 13 Is daari ki safedi pe mat jao janam ... tel toh abhi itna baki hai is dil ke andhar ... ki Bambai ka samundar sharma jaye
by Amitabh Bachchan () 14 Apna haath jeb mein rakh lo ... kahin aisa na ho ki meri nazar lag jaye ... aur tumhara haath dhad se alag ho jaye
by Ashish Vidyarthi () 15 Apne aadmiyon se kaho bandookein phek de ... varna tumhari arthi par rone ke liye koi bachega nahi
by Amitabh Bachchan () 16 Aapke chabuk ne mujhe itne zakhm nahi diye ... jitna ki badnaami ke uss daag ne
by Ajay Devgan () 17 Koi bhi apni jagah se ek kadam bhi nahi hilega ... varna kadam baad mein rakhoge jaan pehle jayegi
by Amitabh Bachchan ()