1 Saanson ke bina shayad kuch pal main jee sakta hoon ... lekin tumhare bina nahin
by Aamir Khan () 2 Husn ko chaand, jawani ko kamal kehte hai ... dekh kar hum tujhe ek shouk ghazal kehte hai ... uff yeh sang-e-marmar sa tarasha hua shafaf badan ... dekhne wale tujhe Taj Mahal kehte hai
by Aamir Khan () 3 Vishvas jeetna aasaan hai, usse todna usse bhi aasaan hai ... magar mushkil hai us vishvas ko nibhana
by Manisha Koirala () 4 Tujhko dekhenge sitare toh ziya mangenge, aur pyase teri zulfon se ghata mangenge ... apne kaandhe se dupatta na sarakne dena, varna budhe bhi jawani ki dua mangenge
by Aamir Khan () 5 Meri puja mein, meri duaon mein, meri khamoshiyon mein, meri sadaaon mein ... sirf tum ho, sirf tum
by Aamir Khan () 6 Tumhare bagair jeena kya ... jeene ka khwab bhi nahin dekh sakta
by Aamir Khan () 7 Mera aaj mera kal, mere din mere pal ... sirf tumhare dum se hai
by Aamir Khan () 8 Maine apna jeevan saathi chun liya hai ... meri yaadien
by Aamir Khan () 9 Arre woh sharaabi ko aye-khuda maut aajaye ... joh chhodke tujhe paimana mooh ko lagaye
by Aamir Khan () 10 Jyot khud ba khud nahi jalti ... jab tak usse koi jalane wala na ho
by Aamir Khan () 11 Yeh dimaag hum mein behka sakta hai ... par mann, mann kabhi dhokha nahi deta
by Sharmila Tagore () 12 Umar sari guzari par kisi ne aaise nahi pachhada ... tujhko milke aaisa laga oh jaanam, jaise main hoon ek chaddi aur tu mera nara
by Unknown () 13 Ladki ko maane Lakshmi, phir bhi ladka hi laage pyara ... ek ladke ki khatir, pehda kardi ladki gyarah
by Sharmila Tagore ()