1 Kutte ko ghee aur chor ko izzat ... kabhi hazam nahi hoti
by Ashok Saraf () 2 Saaya andhere mein saath chhod deta hai ... aur naseeb bure dino mein saath chhod deta hai
by Ashok Saraf () 3 Jis baap ki char jawan betiyan bin biyahi ghar mein baithi rahe ... us baap ki misaal us laash ki tarah hoti hai ... jisko na jalaya ja sakta hai, na dafnaya ja sakta hai
by Kader Khan () 4 Ladkiyon ka asli ghar unka mayka nahi ... unka sasural hota hai
by Kader Khan () 5 Beti ki shaadi baap ke liye swarg jaane ki seedi hoti hai
by Kader Khan () 6 Insaan is duniya mein insaan bankar rahe ... yahi uske liye kaafi hai
by Kader Khan () 7 Har daaku mein ek Valmiki hota hai
by Ashok Saraf () 8 Chehra dil ka aaina hota hai
by Govinda ()