1 Dost dost na raha, pyar pyar na raha ... daru ke sivah zindagi mein koi karobar na raha
by Aamir Khan () 2 Uske gaal, uske baal arre kya kamaal ... aur uski chaal karde halaal ... uski kalai hai ram duhai, pure malai ... aur uska badan phoolon ka chaman ... aur uski aankhen sone ke button
by Aamir Khan () 3 Joh aurat ki hifazat karta hai woh sirf pati ya aashiq nahi hota ... mard ka ek aur roop bhi hota hai ... jisse bhai kehte hai
by Unknown () 4 Bade beabroo hoke unke kooche se hum nikle ... humne toh ki wafaa pe wafaa pe wafaa non-stop ... phir bhi woh bewafaa nikle
by Aamir Khan () 5 Agar tujh mein dum hai saaki toh Qutub Minar ko hilake dikha ... agar dum nahi hai toh mere naal beht, do goont maar ... aur Qutub Minar ko hilta dekh
by Johnny Lever () 6 Sheesha ho ya dil ho aakhir toot jaata hai ... lab tak aate aate haathon se sagar choot jaata hai
by Aamir Khan () 7 Dekhi zamane ki yaari ... bichade sabhi bari bari
by Aamir Khan ()