1 Pyar ki aahuti hi pyar ko amar bana deti hai
by Tabu () 2 Hamere baad mehfil mein afsane bayan honge ... baharen humko dhoondengi, na jaane hum kahan honge
by Nana Patekar () 3 Kya haath paya hai, saare ke saare devi devtaon ka saath hai ... rahu ketu ka ghulam hai, wahan shani ka kya kaam hai
by Tiku Talsania () 4 Meri nigaah ne yeh kaisa khawab dekha hai ... zameen pe chalta hua mehtab dekha hai
by Milind Soman () 5 Bahut khoobsurat hai aankhen tumhari ... bana dijiye inko kismat hamari ... usse aur kya chahiye zindagi mein ... jisse mil gayi hai mohabbat tumhari
by Milind Soman () 6 Hum businessman kisi ko maarte hai toh business ke liye ... aur kisi ko zinda rakhte hai toh business ke liye
by Aditya Pancholi () 7 Yeh businessman bade matlabi hote hai ... inka hasna ya rona business hota hai, inka bolna ya khamosh rehna business hota hai, inka yaad rakhna business hota hai, bhool jana business hota hai
by Milind Soman ()