2 Main ittefaq se koi kaam nahi karta
by Akshay Kumar () 3 Akalmand aadmi mein ek bahut badi bewakoofi hoti hai ... woh apne sivah sari duniya ko bewakoof samajhta hai
by Bobby Deol () 4 Daal mein thoda sa pani dalo, phir usse garam karo ... phir thoda sa apni khoobsurati ka namak, apni shararat ki mirchi aur apne masoomiyat ki malai dal do ... aur mohabbat ke makhan ka tadka laga do ... aisi daal banegi ki daal toh daal, saath mein main tumhe bhi kha jaaonga
by Bobby Deol () 5 Khuli talwar aur bhari hui bandook ... khule mein nahi rakhte
by Bobby Deol ()