Ghar ke paas lagaa tha mela in Hindi Rhymes
po456

Ghar ke paas lagaa tha mela

 
content
Ghar ke paas lagaa tha mela
Usme aaya chaat sa thaila.
Humne jaakar khayi chaat
Aise the mele ke thaat.

Ghar ke paas lagaa tha mela
Usme aaya jule waala.
Humne jaakar khaaye jule
Man mein nahin samaaye phoole.

Ghar ke paas lagaa tha mela
Usme ek khilone waala.
Laaye jaakar chaar khilone
Rang-birangi bade salone.

Ghar ke paas lagaa tha mela
Humne dekha man bhar mela.
Mele ke the aise thaat
Jule, thaile, sundar haat.
classification
category: Hindi Rhymes
type: Text Rhyme
this post
code: po456
bookmark: