Page 2 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for cast:

cast:
2 (of 4 pages) | 32 (of 125 items)
1 2 3 4
Bandook toh sirf shaunk ke liye rakhta hoon ... darane ke liye naam hi kaafi hai
Dhokhe ki khaasiyat hai ... ki dene wala aksar koi khaas hi hota hai
Jab iraada marne maarne ka ho ... toh fikar nahi, taiyaari karte hai
Idea ice-cream ki tarah hoti hai ... zyada socho toh pighal jaati hai
Is matlabi duniya mein agar koi bematlab ki baat bol jaaye ... toh us betmatlabi baat ka bhi bahut bada matlab hota hai ... aur tum jaise matlabi insaan ke saath rehne ka yeh matlab hai ki ... saari duniya ka matlab samajh mein aa jaata hai
Yeh six-pack, eight-pack, yeh body, kisi bhi gym mein ban sakti hai ... par aisa koi gym nahi bana jahan himmat banti ho
Yeh sach hai ki calendar har tareek ko badalta hai ... lekin ek tareek aisi bhi aati hai joh calendar ko hi badal deti hai
Lagbag chaar hazar do sau dharam hai is duniya mein ... aur unki wajah se na jaane kitne log har din marte hai, maarte hai ... lekin tum jaiso ne ek naye dharam ko janam diya hai ... corruption
Ek shapath aapne li thi ... apni vardi, apne farz ke liye ... ek shapath maine li hai baba ... is medal ki khoyi hui izzat lautane ki ... jinhe khakhi pehenne ka haq nahi ... unhe khaak mein milane ki
Ghunghat mein ho ya burkhe mein ... is desh mein aurat ko devi maante hai ... aur joh devi ki izzat utaare ... usse hum sare aam maarte hai
Ab tujhe aisi maut maroonga ... ki tu is janam mein jalega ... lekin dard agle janam tak chalega
Jako rakhe saiyan maar sake na koi ... par joh maare satya vaste uske sang saiyan hoye
Do takke ki jaan lene nau millimeter ki goli nahi ... chappan inch ka jigra chahiye
Ab hum darke shaant nahi baithenge ... karke shaant baithenge
Hum duniya ki nazaron mein girenge ya khare utrenge ... yeh pata nahi ... lekin itna yakeen hai ... ki hum khud apne aap se nazarein milake yeh keh payenge ... ki humne joh socha woh desh ke liye tha ... humne joh kiya woh desh ke liye hai ... aur humne joh paaya woh desh ka hoga
Tujhse kitni badi galati hui hai woh tujhe teri sazaa batayegi
Kal ki baat karne waala kal nahi marta ... kal ki baat karne waala aaj marta hai ... sirf aaj ka sochne waale ke haathon ... aur main sirf abhi ki sochta hoon
Deadly, dangerous ya Rocky ... is naam se mujhe woh jaante hai joh mujhe janana nahi chahte hai ... baaki sab ke liye, I'm just handsome
Gut feeling, aggression, common sense ... yeh hai Mumbai police ka kaam karne ka tareeka
Apna ghar bech de aur bina khidki wale kamre mein rehne ki aadat daal
Time badal chuka hai ... aur desh bhi ... ab hum ghar mein ghuske maarte hai
(Mat piyo, it's killing you) - Bullets nahi maar payi ... yeh cigarette kya cheez hai
Jab Ajju bhai maarne pe aata hai toh gender nahi dekhta hai
Doobara haath lagaya toh haath todhunga baad mein ... ukhaadunga pehle
Arre yeh saale Majnu bhai patthar khane waale kaam karte hai ... khud ko toh Laila milti nahi ... aur jisko mil-rehli hai us mein bhi fingerbaazi
Bangkok waala character hoke Haridwar waala feel mat de
Bhai muh-bola ho ya sagaa ... apun ke pyar ke beech aaya toh beech se hi cheer dalega
Jis umar mein aapko haqeemo ke saath hona chahiye ... us umar mein haseeno ke saath ... not good
206 haddiyon ko 2006 tareeke se todhne ka experience hai apun ka
Apun pe joh haath dalta hai ... apun uski phaad dalta hai
Rishta upar waala banata hai ... neeche waale taang adhate hai
Mobile uska, sim apun ka ... tu beech mein missed call dene waala kaun ... behen uski, byah apun ka ... tu beech mein taang adhane waala kaun
1 2 3 4

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.