Page 40 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for cast:

cast:
40 (of 58 pages) | 32 (of 1846 items)
1 39 40 41 58
Lambi hai taangein, mast hai chaal ... Brahmi Amla Kesh Tel ke lambe lambe baal ... gaal hai laal, ladki hai malamaal ... uff, uspe uske goggle ki mazboot hai dhaal
by: Unknown
from: Pyaasa (2002)
code:
Ghar kabhi chota ya gareeb nahi hota ... ghar toh uske ghar waalo se bada hota hai
by: Unknown
from: Pyaasa (2002)
code:
Mann mein badle ki bhavna lekar insaan jeeta nahi hai ... mar jaata hai
by: Unknown
from: Maseeha (2002)
code:
Baahon mein Tina, kamar mein Meena, kandhon mein Leena aur sar par Henna ... yaar tune toh apne pyar ka ek Jumbo circus banakar rakha hai
Jiske paas ho pyar ki amanat ... ab Allah karega uski hifazat
Mohabbat karne waalon ke maula saath hai ... aye dushman teri kya taqat, teri kya aukaat hai
Hum kanoon ke saath khelte hai ... kanoon ko haath mein nahi lete
Hum jatt log hai ... hum mein jet lag nahi hota
Badhon ke samne jhukne se koi chota nahi hota ... kyun ki badhon ki narazgi joh hai na woh sirf satta par hoti hai ... bheetar ki gehrai mein toh bahut sara pyar hota hai
Zindagi ke safar mein joh rasta manzil ki taraf jata hai ... ussi par chalna chahiye
Kaan mein baali, mooh mein gaali, dimaag se khaali
by: Unknown
from: Kaante (2002)
code:
Pyar ka davaa karna bahut aasaan hota hai ... lekin usko nibhana utna hi mushkil
Agar aurat kisi se pyar karti hai, woh chahe kitna hi ghatiya ho ... lekin wohi uske liye sab kuch hai ... aur kisi se nafrat karti hai, woh chahe kitna hi mahaan ho ... lekin uske liye kuch bhi nahi
Naari agar dharti bankar sab kuch sehan karti hai ... toh qahar bankar barasti bhi hai
Husn ki taazgi pe ishq waale jaan diya karte hai ... mastiyan lootne se pehle yoon hi baat kiya karte hai ... roop ko chaand aur zulfon ko ghatta kehte hai ... karke tareef mazaa loot liya karte hai
Jise jurm ka ehsaas ho jaye ... usse sazaa nahi, maafi milni chahiye
Husn pariyon se chamak chaand se laya hoga ... shabhnami phoolon se honthon ko sajaya hoga ... zulf bhikre toh ghattaon ko paseena aaye ... badi fursat se tujhe rab ne banaya hoga
Zindagi se jab pyar nikal jaye toh ... zindagi apahij ho hi jaati hai
Badi shaktiyon ka prayog har din ki mushkilon ko suljhane ke liye nahi karna chahiye ... woh toh antargyan dene ke liye hoti hai
Lakh baando tum hum mein zanjeer se ... waqt par niklenge phir bhi teer se
Ban rahi hai anjaan, teri khata nahi hai ... aaise keh rahi hai, jaise kuch pata nahi hai
Joh beet gaya woh sapna hai ... joh aaj hai woh apna hai
Khushi se uchal jayega didi tera jee ... upar jaake dekh, behte hai jijaji
Yaad kuch yun rakhna ki tumhare jeene ke kaam aa sakoon
by: Unknown
from: Tum Bin (2001)
code:
Behen ke ghar bhai kutta ... aur sasur ke ghar jamai kutta
by: Unknown
from: Style (2001)
code:
Jis din insaan duniya ki kisi bhi ladki ko samajh gaya na ... us din duniya swarg ban jayegi
Dil ko jeetne ke liye rupaiye ki nahi ... dil ki zaroorat hoti hai
Tu idiot box dekh dekh ke idiot jaisi baatein karti hai
by: Unknown
from: Nayak (2001)
code:
Zindagi mein bhi VCR ki tarah rewind button hota ... toh kitna achcha hota
by: Unknown
from: Nayak (2001)
code:
Tum saala ghulam log hamari jooti ke neeche hi rahega
by: Unknown
from: Lagaan (2001)
code:
Phool kitne bhi khoobsurat ho ... unhe murjhana hi padta hai
by: Unknown
from: Kasoor (2001)
code:
Pyar aur shaq ka purana rishta hai ... jitna zyada pyar utna hi zyada shaq
1 39 40 41 58

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.