Page 2 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for cast:

cast:
2 (of 2 pages) | 9 (of 41 items)
1 2
Jab zindagi aapke samne saare darwaze bandh kar deti hai na ... tab sharafat aur gundagiri mein zyada kuch farak nahi reh jaata
Jahan jahan hum mohabbat karne waalon ka khoon girega ... hazaron deewane pehda honge
Jab mohabbat ki aag dahek uthti hai na toh woh mandir aur masjid ki taraf nahi dekhta hai ... un aankhon mein sirf dekhta hai jinhe woh pyar karta hai
Ek bachcha anath ashram mein palkar bada ho sakta hai ... baap mar jaye toh maa ke sahare jee sakta hai ... lekin ek aurat ka pati chala jaye toh woh kiske sahare aur kaise jeeti hai ... woh takleef main samajhta hoon
Aao ab hum laut chale apne logon mein, apni basti mein ... jahan pyar hai, apnapan hai, sukoon hai
Parayi aurat aur parayi daulat par nazar nahi dalni chahiye
Jab jeb mein daulat badh jaati hai na ... toh zabaan kaboo se nikal jaati hai
Yeh saadgi pe kaun mar na jaye ... aye khuda ladti hai aur haath mein talwar tak nahi
Pyar dil se hota hai ... joh sachcha hota hai aur hamesha rehta hai
1 2

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.