Page 10 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for cast:

cast:
10 (of 58 pages) | 32 (of 1846 items)
1 9 10 11 58
Agar yeh maan gayi toh doli sajake leke jayenge ... aur agar na maani toh uthake leke jayenge
Guess what an orgasm is called in Hindi ladies ... "charam sukh"
Zindagi mein khoob galatiyan karni chahiye aur unki saza bhi paani chahiye ... magar apni, kisi aur ki nahi ... jab tak galatiyan nahi karoge toh apni kahani kaise likhoge
Mat samajhna ki main chai nahi pani kam hoon ... main phataka nahi bomb hoon
Mat samajhna ki haath dikhage rok lega BST hoon ... main tera khoon choos loonga EST hoon
Akeli ladki na doodh ke patele ki tarah hoti hai ... mauka dekhkar koi na koi billa mooh maarne ki koshish zaroor karega
Tumhari girlfriend bhootiya hai saale
by: Unknown
from: Stree (2018)
code:
Aye kidhar pe bhi de ... par sar pe nahi
by: Unknown
from: Simmba (2018)
code:
Haath ki lakeerein bhi kamaal karti hai ... mutthi mein toh rehti hai par kaabu mein nahi
by: Unknown
from: Sanju (2018)
code:
Jung mein aisa hi hota hai ... kayi bekasoor maare jaate hai ... lekin jung mein sivah jung ke aur kuch mayine nahi rakhta
by: Unknown
from: Raazi (2018)
code:
Saand, seedi, sanyasi ... jinse bacho toh bhogo Kaashi
by: Unknown
from: Phamous (2018)
code:
Hero vardi se nahi ... iraade se bante hai
Brother to my left, brother to my right ... together we stand, together we fight
by: Unknown
from: Paltan (2018)
code:
Kaam tab khatam hota hai jab woh theek hota hai ... lagta nahi hai
by: Unknown
from: Padman (2018)
code:
Ranbhoomi mein girne wale Rajput kabhi marte nahi ... amar ho jaate hai
Ladki apne aap mein hi ek paushtik aahar hoti hai ... jise dekhne ke baad kisi tonic ya chyawanprash ki zaroorat nahi padti
Saalon se tayaar kiye gaye ghode daud nahi paate ... aur kabhi kabhi langde ghode bhi race jeet jaate hai
Jab kisi bewakoof ko poorna aanshik roop se kisi laundiya ke prem mein duboya jaata hai ... toh ladki ki maangein ladkon ke jeb ke bhaar se dugni ho jaati hai
Hindi filmon ka paikhana kuch is tarah hota hai ... ki koi bhi, kuch bhi, kabhi bhi kar sakta hai
Ladki ke paas aansun nahi brahmastra hota hai ... jahan girati hai wahin qayamat dhaati hai
Aashiq aur waqt ki badi hi dushmani hai ... jab insaan aashiq ban jaata hai toh waqt kat'ta nahi hai
Hamari bewakoofi thi joh unse dil lagaya tha ... zamane se begaari thi unhe apna banaya tha ... jinhe humne haar samjha tha gala apna sajane ko ... ur woh kaala naag ban baithe hum hi ko kaat khane ko
Tumse jeete jee pyar kiya aur pyar karte hi mar gayi ... isse kehte hai pyar
Self-respect ke bagair zindagi aur dahi ke bagair parathe ... achhe nahi lagte
Har mind blowing kahani ke peeche na ... kuch bahut hi bure decisions hote hai
Aap India se toh bahar aa gaye ... par Indian baap ka attitude aapse bahar nahi aaya
Is Navratri mein aisa jaadu hai ... kisiko jaadu jaisa feel nahi hota
Pyar ka problem kya hai na ... ki jab tak us mein pagalpan na ho ... woh pyar hi nahi
Hum lakh chupaye pyar magar duniya ko pata chal jayega ... lekin chup chupke milne se milne ka maza toh aayega
(Zyada smart mat ban) - Bahut mehnat karta hoon smart ban'ne ki ... shakal achhi nahi hai na
Pee leete hai zehar vaadi ki sari nafraton ka ... kuch moorkhon ko jhelte hai ... Shankar Shankar khelte hai
Nahin hoga yeh sangam, phir chahe pralay kyun na aaye
1 9 10 11 58

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.