Page 85 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

Dialogues from Movies for Parties

85 (of 459 pages) | 32 (of 14664 items)
1 84 85 86 459
Kisi ke liye acha karna kabhi bekaar nahi jaata
Naino se naino ke teer chalte hai toh pakad mein nahi aate ... magar jab kisi ke liye honth kuch karate hai toh phool jadte hai
Jab Ajju bhai maarne pe aata hai toh gender nahi dekhta hai
Doobara haath lagaya toh haath todhunga baad mein ... ukhaadunga pehle
Mooh se awaaz nikaali toh body se jaan nikaal doonga
Biwi bhi ek ajeeb tarah ki pehli hai ... saal bhar miya ko pareshan karke jeene nahi deti ... aur Karva Chauth ka vrat rakh ke marne nahi deti
Arre yeh saale Majnu bhai patthar khane waale kaam karte hai ... khud ko toh Laila milti nahi ... aur jisko mil-rehli hai us mein bhi fingerbaazi
Bangkok waala character hoke Haridwar waala feel mat de
Duniya mein do hi cheezon ki keemat hai ... ek zameeno ki, doosri kameeno ki
Bhai muh-bola ho ya sagaa ... apun ke pyar ke beech aaya toh beech se hi cheer dalega
Aaj tak hum log shareef nahi ho paaye ... yeh kya ghanta hoga!
Aapki sharafat ke chakkar mein main kayde mein hoon ... varna ab tak mere khud ke do char Al-Qaiday hote
Jis umar mein aapko haqeemo ke saath hona chahiye ... us umar mein haseeno ke saath ... not good
206 haddiyon ko 2006 tareeke se todhne ka experience hai apun ka
Bachpan se bhaag hi raha hoon ... pehle school se bhaaga ... bhook lagi toh roti churakar bhaaga ... bhai bana toh police se bachkar bhaaga ... jahan behetna tha wahan bhaaga, jahan chalna tha wahan bhaaga ... jahan bhaagna tha wahan kutte ke maafit bhaag hi raha hoon ... apun ki aakhi life bhaagne mein hi nikal gayi
Apun pe joh haath dalta hai ... apun uski phaad dalta hai
Logon ki maa-behan hoti hai ... aapki baap-behen ho gayi hai
Jab baat ek shareef aadmi ki izzat ki aati hai na ... toh usse bada gunda koi nahi hota
Rishta upar waala banata hai ... neeche waale taang adhate hai
Hukum ka ekka aur Ajju bhai ka mukka ... jahan pada game khatam
Mobile uska, sim apun ka ... tu beech mein missed call dene waala kaun ... behen uski, byah apun ka ... tu beech mein taang adhane waala kaun
Aaj kisses ... kal misses
Bhagwan ka diya hua sab kuch hai ... daulat hai, shauhrat hai, izzat hai
Aye chalte huye gas ke gubbare
Upar waale ne ek din inki life mein aaisa piece bheja ... joh two piece pehne huye tha
Dye karne ki umar mein ladai karne nikle hai
Agar aap badlav chahte hai toh uski shuruvat aap khud se kare ... uski shuruvat aap khud bane
by: Rajit Kapur
from: Uvaa (2015)
code:
Tumko dekha toh yeh khayal aaya ... zindagi dhoop aur tum naram chaaya
Mushkil nahi hai jeet ... sirf soch aur nazariya badlo
by: Om Puri
from: Uvaa (2015)
code:
Satya pareshan hota hai ... lekin parajit nahi
by: Om Puri
from: Uvaa (2015)
code:
Har maa baap yeh chahte hai ki unka beta Bhagat Singh jaisa ho ... par koi yeh nahi chahta ki Bhagat Singh unke ghar mein pehda ho
by: Unknown
from: Uvaa (2015)
code:
Insaaf hum mein tabhi milega ... jab hum na tootenge aur na bikenge
1 84 85 86 459

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..