Page 90 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

Dialogues from Movies for Parties

90 (of 459 pages) | 32 (of 14662 items)
1 89 90 91 459
Jab sulphate, oxygen, nitrogen aur hydrogen in chaaron ko ek cylinder mein bhar do na ... toh choola nahi ghar jalta hai ... blast hota hai blast
Joh insaan haadson ko pyar kar sakta hai ... uske pyar ke saath koi haadsa nahi hona chahiye
Ghar science se nahi ... home science se chalta hai
Kehte hai doodh ka jala chaas bhi phoonk phoonkar peeta hai ... lekin aadmi ka waqt bura ho toh ice-cream se bhi mooh jal jaata hai
Shaadi kitna bhi dukh de ... kehte usse "Shubh Vivah" hi hai
Hamare zamane mein ladkiyan apni shaadi ki baat sunke sharm ke maare bhaag jaati thi ... aur aaj kal toh ladkiyan ghar se bhaag jaati hai phir bhi nahi sharmati
Kabhi kisi aurat ka dil mat todhna aur kabhi kisi ka ghar mat todhna
Tumhara birthday aaise manaonga na ... aaisa lagega pehli baar pehda hui ho
Ek hawa ka jhonka aaya toota dhaali se phool ... na pavan ki na chaman ki, kis ki hai yeh bhool
Aadmi ki yaadash bhale hi chali jaye ... biwi ka birthday bhool sakta hai?
Tune jiska naam apni hatheli pe chupaya hai ... zara aake dekh jharokhe pe, woh apni hatheli pe tera chaand leke aaya hai
Woh joh dar-badar ghoomte rehte hai ... woh ya koi kahani bhulana chahte hai ya dhoondna ... ya dono
Hum sab apne apne raaz ke shikaar hote hai
Bura waqt koi jagah nahi hoti jahan se aap bachke nikal sakte hai ... bura waqt aapke saath saath chalta hai ... aur jitna hi aap usse bhaagne ki koshish karte hai ... utna hi woh aapki taraf badhta hua nazar aata hai
Woh baatein joh hum kisi ko bata nahi sakte ... tanha toh woh baatein hum mein banati hai
Hum jism nahi, rooh ko bas mein karne ka shauk rakhte hai ... ujaalon mein nahi, andheron mein savarte hai
Kuch log umar ke saath badhte hai aur kuch log bighadte hai
Rokda rokde ko kheenchta hai ... rokda jab rokde se milta hai toh aur rokda pehda karta hai
Zindagi sabko imaan bachakar jeene ki luxury nahi deti hai ... naa hi sahi ya ghalat mein sahi choose karne ki azaadi ... zindagi baar baar aapko aaise modh pe laake khada karti hai ... jahan yeh tai karna mushkil ho jaata hai ki jaan bachaye ya imaan
Yeh zindagi badi ajeeb hai ... joh kabhi nahi hua hota hai woh kabhi na kabhi zaroor ho jaata hai
Ek mard pita banta hai bache ke pehda hone ke baad ... magar ek aurat tabhi maa banti hai jab bacha uske garb mein aata hai
Tu toh sarkari naukri ki tarah ho gaya hai ... badi mushkil se milta hai ... woh bhi kismat waalon ko
Har cheez ki keemat hoti hai ... pata sirf yeh karna hota hai ki kise aur kaise khareedna hai
Aaj kal shareef sirf woh hota hai jiske mobile mein password nahi hota hai
Teri amma ne jiske baare mein nahi bataya main tera woh baap hoon
Rishton mein bharosa aur mobile pe network na ho toh log game khelne lagte hai
Sharafat ki duniya ka kissa hi khatam ... ab jaisi duniya vaise hum
Mohabbat hai is liye jaane diya ... zidd hoti toh baahon mein hoti
Neend na mashooka ki tarah hoti hai ... waqt na do toh bura maanke chali jaati hai
Yahan sabka ek hi takia-kalaam hai ... hazaar ke note pe Bapu ko salaam hai
Tere is chehre pe main sanam marta hoon ... toot na jaye dil, main sanam darta hoon
by: Unknown
from: Hunterrr (2015)
code:
Dil pe jiska til hota hai na ... woh bahut open minded hote hai
1 89 90 91 459

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..