Page 2 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for cast:

cast:
2 (of 3 pages) | 32 (of 74 items)
1 2 3
Chaal hum chalenge ... sheh bhi hum denge ... aur maat bhi hum denge
Chhot khaya hua dost dushman se zyada khatarnak hota hai
Aksar har desh badi samasyayen suljhane ke chakkar mein yeh bhool jaata hai ... ki uski kitni badi keemat uske apne logon ko chukani padti hai
Kismat ki ek khaas baat hoti hai ... ki woh palatti hai
Lakeerein bahut ajeeb hoti hai ... khaal pe khich jaye toh khoon nikaal deti hai ... aur zameen pe khich jaye toh sarhadein bana deti hai
Pistol ki goli aur laundiya ki boli jab chalti hai ... toh jaan dono mein hi khatre mein hoti hai
Hamari toh gaali par bhi taali parti hai
God made man and tailor made gentleman
Duayen apno ke liye li jaati hai
Galatiya bhi rishto ki tarah hoti hai ... karni nahi padti ... ho jaati hai
Sirf insaan galat nahi hote ... waqt bhi galat ho sakta hai
She is like rajma chawal ... maa ka banaya hua
Ishq ka ek problem hai ... agar ek ki lagi toh doosre ki bhi lagni hai kabhi na kabhi
Log sunenge to kya kahenge ... chutiya aashiqui ke chakkar mein mar gaya, aur laundiya bhi nahi mili
Ik baar to yun hoga, thoda sa sukoon hoga ... na dil mein kasak hogi, na sar mein junoon hoga
Galat waqt mein insaan galat faisla leta hai
Saaf sutre kapde, saaf sutre dimaag ki nishaani hai ... aur saaf sutra dimaag, saaf sutra samaaj ki nishaani hai
Abhi servicing ho gayi tumhari
Rishtey kisi guarantee card ke saath toh aate nahi hai
Kispe gussa hai ... aadmiyon pe gussa hai ... logon pe gussa hai ... kismat pe gussa hai ... bhagwan pe gussa hai?
Yeh shehar hum mein jitna deta hai ... badle mein kahin zyada hum se le leta hai
Joh ek baar bhaagte hai ... woh hamesha bhaagte rehte hai
Parda nahi jab koi khuda se ... bandho se parda karna kya
Aur kya dekhna baaki hai ... aapse dil laga ke dekh liye
Badhe sheharo ki hawa aur chote sheharo ka pani ... bada khatarnak hota hai
Pistol ki thandi nali jab kanpatti pe lagti hai na ... tab zindagi aur maut ka fark samajh mein aata hai
Do cheezein mujhe pasand nahi hai ... garmi ka mahina aur AC mein pasina
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai ... aakhir is dard ki dawa kya hai?
Jaana sabne khaali haath hi hai ... yeh paisa kisi ke saath nahi jaata ... sab yahin reh jaata hai
Paisa agar bhagwan nahi hai ... toh bhagwan se kam bhi nahi hai
Kuch cheezein zaroorat se zyada ho jaye toh darr laga rehta hai ... khaas kar sex and money ... aur kuch logon ke paas dono hi cheezein zaroorat se zyada ho jaati hai
Shaitan ki sabsi badi chaal yeh hai ki woh saamne nahi aata
1 2 3

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.