Page 7 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for cast:

cast:
7 (of 9 pages) | 32 (of 271 items)
1 6 7 8 9
Jab koi tumhe touch karta hai na ... toh main bahut touchy ho jaata hoon
Jaag Bharatiya naari jaag ... buri bahu bankar ghar mein laga de aag
Zindagi mein har kyun, why, kaiko ... ka koi jawab nahi hota
Do Hindustani picturon ki poster deewar pe tangane se koi Hindustani nahi banta ... Hindustani woh hota hai joh apna ghar jalakar doosro ko dabishta hai
Har Mummy ka khana yummy hota hai
Galati toh galati se hoti hai na?
Agar tum meri zindagi mein nahi hoti, toh main kya hota? ... bina jeb ki pant hota, bina sole ka juta hota, bina dil ke shareer hota
Badtameez, chaddar ki kameez, lohe ka pajama, bandar tera mama, arre billi teri mausi, kutta tera yaar, aam ka achaar ... aaja mere yaar!
Hamara Constitution karam pradhaan hai ... dharam pradhaan nahi
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Is umar mein jab haddiyan tootti hai ... toh badi mushkil se judti hai
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Tujhe kaandha dene ke liye ek aadmi bhi naseeb nahin hoga
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Humne uski jamaad aur uska naam ration card se kaatna shuru kar diya hai
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Main apna antim sanskar kar chuka hoon
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Tum jaise gundo ke liye ... police se bada gunda is duniya mein doosra koi nahi
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Kyun ki bhagwan ek hi waqt har jagah nahi ho sakte na ... is liye unhone maa ko banaya hai
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Is napunsak samaaj mein antim vijay ... sada asatya, adharm aur anyaay ki hi hoti hai
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Teri liye no chargesheet sirf D-final ... yani death final
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Ayanda mardon ki baraat lootne ... hijadon ki toli kabhi mat bhejna
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Izzat se baat, izzatdar logon se ki jaati hai ... bhadwon se nahin
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Main maut ko takiya, aur kafan ko chaadar banakar audhta hoon
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Tumhara dil roaming hai ... kyun ki tumhara roam roam tumhara dil hai
Lamhon ko yaadein nahi ... yaadgar banate hai
Pyar waqt nahi hai ... joh agar guzar jaye toh vapas nahi aata
Yahi toh baat mujhe aapki bahut achchi lagti hai ... ki aapko kuch samajh mein hi nahi aata
Main request nahi karta ... ek hi baar bolta hoon ... aur full and final ho jaata hai
Sari duniya pyar mein padi hui hai ... sirf ek mujhe hi haq nahi hai? ... ki main kisi se pyar kar sakun, koi mujhse pyar kar sake ... kyun?
Tumhari aankhon se tumhara dil dikhta hai ... jis mein meri tasveer chupi hui hai
Jab kuch bhi nahi tha, toh sab kuch tha kyun ki tu thi ... aaj sab kuch hai, toh kuch bhi nahi kyun ki tu chali gayi
Hamare Hindustani culture mein ek aur baat kehte hai ... ki pehle pyar se samajhao, phir sharafat se samajhao, phir baat se samajhao ... aur jab samajh mein nahi aaya na toh thapad se aur phir laat se
Ghar waalon ke aasoon pochne ka ek hi tarika hai ... ki hamare aasoon nahi nikle
Jodi toh hoti hai gajar aur mooli ki ... red and white absolutely bright ... log kahenge dekho inka pyar, inka laad ... just like a salad
Swarg mein uparwaala premiyon ki jodi banata hai ... aur yahan dharti par unhe milata hai
1 6 7 8 9

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.