Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for cast:

cast:
1 (of 3 pages) | 32 (of 82 items)
1 2 3
Jab shareer kaakdi jaisa ho na, toh baatein Bheem wali nahi karni chahiye
Tum ek maaroge toh hazar aayenge ... tum hazar maaroge toh poora Hindustan aayega
Ab hum sirf border paar nahi karenge ... hum border hi badal denge
Taqatwar ko farak na padta ki pehla vaar kisne kiya hai ... kyun ki woh jaanta hai ki aakhri vaar wohi karega
Duniya ka koi bhi fauji jab jung mein jaata hai, toh apni bandook mein goli aur jeb mein barood rakhta hai ... lekin Hindustan ka fauji jab jung mein jaata hai, toh apne sar pe kafan aur dil mein tiranga rakhta hai
Hum puja bhale hi Ram ki kare, lekin tevar Parshuram ke rakhte hai
Fauji hoon, vapas toh aana hi hai ... ya toh jeetkar ya yaad bankar ... lekin aana zaroor hai
Mohabbat pe nahi hai kisi ka kaabu ... pak chika pak Raja Babu
O Ananya, haaye Ananya, uff Ananya ... samjha tha tumhe biryani, tum toh nikli gobi dhaniya
Aansun sirf dikhai nahi, sunai bhi dete hai
Main yahan aaya kyun, why why why ... acha ab chalta hoon, bye bye bye ... haaye hukku, haaye hukku, haaye haaye ... yeh Tulsi mere saamne mere dil liye jaaye jaaye
Dasvi class mein joh tumne maari mere pichwade pe laat papa ... aaj bhi kabhi kabhi dard hota hai jab main lagata hoon haath papa
Kisi ko jaan'ne ke liye zyada waqt nahi lagta hai ... kabhi kabhi tees saal bhi kisi ke saath raho na toh aise lagta hai jaise do ajnabi khade hai ... aur kabhi kabhi teen dino mein aise lagta hai jaise janam janam ka saath ho
Kundli aur biodata milne se jodiyan nahi banti ... dil milne se jodiyan banti hai
Duniya ka sabse bada festival pata hai kaunsa hai ... gharwali ... kyun ki usse baar baar manana padta hai
Insaan ya toh shaadi-shuda ho sakta hai ya toh khushal ho sakta hai ... dono kabhi nahi ho sakta hai
Mogambo toh phir bhi khush ho jaata hai ... lekin yeh biwiyan kabhi khush nahi hoti hai
Prakriti hai toh pragati hai
Aapko nature nahi Netflix chahiye ... pedh nahi iPad chahiye ... blackbuck nahi Starbucks chahiye ... aapko jungle se zyada Jungle Book pasand hai ... aur tiger se zyada Tiger Shroff ... kyun ki development joh hota hai na ... woh of the youth, by the youth, for the youth
Nature ki baatein na Twitter aur Instagram pe badi achi lagti hai ... lekin asli zindagi mein na, ek hi haryali matter karti hai ... hari patti, paisa
Yeh paisa joh hota hai na, yeh sabse bada jantunashak hota hai ... saare jivanu, vishanu, kitanu, sabko nasht kar deta hai
Meri life ka rule number 1 hai ... never be number 2
Champion bhi ikka tab nikalta hai jab saamne badshah hota hai
Chahe tere lab pe Waheguru da naam aave ya na aave ... lekin woh pal bhi ibadat da haunda hai jab tu kisi aur ke kaam aave
Kya gaal hai ... kya baal hai ... yeh toh poori dhamaal hai
I'm highly trained to train those who think that they're trained ... whether they are in front of the train or behind the train ... because I fight off the train, by the train, for the train
Ab tu idhar se nikal varna tere naak pe aisa punch maarega na ... ki nagpade mein se Ganga Jamuna behega
Acha hai, acha hai ... lekin bina pant ka kachha hai
Aaj ki zindagi mein coolie kaun nahi hai ... har koi toh bhoj uthata hai ... koi ghamon ka, koi karzon ka, toh koi zindagi ka
Main aapko aap kehke bula raha hoon aur aap hai ki seedha tu pe aa gaye ... agar main tu pe aa gaya na toh aapki thu-thu ho jayegi
Jiske saath hai upar wala ... uske saath kabhi kuch wrong nahi hone wala
Inquilaab khoon bahake laaya jaata hai ... baatein karke nahi
1 2 3

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.