Dialogues from Movies for Parties
Jaam-e-mohabbat aankhon se hi pee lete hai dilwale ... ek nazar mein mujhko padhkar jee lete hai dilwale
Prem is prithvi ki amar bhavna hai ... prem jeevan deta hai aur jeevan is hi prem ki agni mein jalkar bhasma ho jaata hai
Zindagi ke ek modh par jaakar log aksar yehi sochte hai kaash ... zindagi phir se jeene mil jaati
Falsafi ko bahas ke andar khuda milta nahi ... dor ko suljha raha hoon aur sirah milta nahi
Paisa, paisa ... sote ko jagaye paisa, rote ko hasaye paisa, kanoon banaye paisa, dharam ko nachaye paisa, barood bichaye paisa, sheharon ko jalaye paisa
Kisi bhi kahani mein ya upanyas mein ... apni zindagi ka anubhav aur tajurbe ka reflection dikhta zaroor hai
Yaadein anth mein kiska haath pakadkar jaati hai maloom? ... maut ka
Yakeen aaye na aaye tumko lekin yeh haqeeqat hai ... mile ho jabse tum mujhko yeh duniya khoobsurat hai
Yeh joh sagai aur shaadi ke beech ka waqt hota hai na ... bahut adhbut hota hai
Jis din saare beton ke baap aap jaise ho jayenge ... us din betiyan kisi baap ke liye bojh nahi kehlayengi
Sharma gaye, lajja gaye, daaman chhuda gaye ... aye ishq marhaba, woh yahan tak toh aa gaye
Aankhon mein kuch nammi si hai ... chup chup se woh behte hai ... nazuk si nighaon mein nazuk sa fasana hai
Parda nahi jab koi khuda se ... bandho se parda karna kya
Sati Savitri ke door ke rishtey ki cousin
Aur kya dekhna baaki hai ... aapse dil laga ke dekh liye
Har din, ek pal, ek lamha aaisa hota hai ... jab rab sabki baat sunta hai ... aur sochi hui baat sach ho jaati hai
Badhe sheharo ki hawa aur chote sheharo ka pani ... bada khatarnak hota hai
Joh log waqt barbaad karte hai ... waqt unhe barbaad kar deta hai
Kuch banne ke liye sapne dekhna zaroori hota hai
Pistol ki thandi nali jab kanpatti pe lagti hai na ... tab zindagi aur maut ka fark samajh mein aata hai
Do cheezein mujhe pasand nahi hai ... garmi ka mahina aur AC mein pasina
Dil-e-nadaan tujhe hua kya hai ... aakhir is dard ki dawa kya hai?
Phukhat ke chaiyan, phukat ke cigarettan, phukat ke samosa khake ... angrezon ke baare mein socho bole toh tum logan kya karre re ... kya samjhe re tum logan mereku ... maa-ki-kirkiri!
Tum logan mera naam chindi chor kaama karke ... baigan mein mila diye meri izzat
Tum logan cheap category ke, local basti ke, C grade logan hai
Aaise hi kaaman kare toh apan popular hote
Maa ki kirkiri ... baigan mein mila diya re tu meri izzat ko!
Chindi choron ka adda ho gaya gaali yeh ... pinde ke meri!
Itte Itte toh cupan the yaaron!
Lapat ke idhar pappi, udhar pappi ... udhar pappi, idhar pappi ... meri phulna shuru ho gayi
Tum log yeh NRI ladkon ke chakkar mein mat padho ... woh log ladkiyon ko bahut ghoor ghoor ke dekhte hai
Tum logan phukat ke chaiyan, phukat ke cigarettan, phukat ke butte khake ... mereko bambu ghused rahe
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..
