Dialogues from Movies for Parties
Chalo meri jaan ... chal kar lagayein pyar ki dukaan
Main tera woh bura haal karoonga ... joh dimak lakdi ka aur chipkali makdi ka karti hai
Tere mooh mein ghee shakkar ki factory
Is sanaate ko todne ke liye main maut ka dhamaka karoonga
Ab main bina petrol ki gaadi aur bina nashe ki taadi hoon ... ab main woh phateli sari hoon jisko koi hijhra bhi nahin pehne
Abhe shamshaan ke hone waale mehmaan
Tu woh mard ban gaya hai ... jiski aurat bachcha pehda karne ke liye padausi ke ghar mein jati hai
Jo apun ki baat maanta hai na, usse main Himalaya ke pahad ki choti par bhita deta hoon ... aur joh apun ki baat nahin maanta, usse hari mirch ki chutney par bhita deta hoon
Guru aaya tha toh guru ghantaal bhi aayega ... mere haathon se apni maut ko kabhi taal nahin payega
Collar hilaonga toh dollar girega ... kamar hilaonga toh rupaya girega
Magarmach ke cheenkne se machchar marte hain ... mard nahin
Main aaj hoon aaj ... jiska aakhi Mumbai shehar pe chalta hai raj
Zulm ko fanna karne ke liye maut se takra gaya hai ... tujhse loha lene ke liye, dekh yeh loha aa gaya hai
Teri halat us aids lagi randi ki tarah ho gayi hai ... jiske paas kabhi koi grahak nahin jaata
Chokri bani hai chedne ke liye ... chatri bani hai kholne ke liye ... chadar bani hai odhne ke liye
Joh ek baar takkar dene ko aaye ... haar manne ke baad usse kabhi panah mat dena ... haan maut ka haar usse zaroor pehna dena
Mere peeche itne siyaasi haath hain ... jitne aapke sar pe baal bhi nahin honge
Main tere is kaale color pe laal rang se is tarah se mera naam likhoonga ... jis tarah se policewaale kaagaz par gang war ke report type karte hain
Abhe oye kangaal bank se bhaagi hui jhooti chavani
Jiske passport par Shankar maut ka thappa laga deta hai ... usse sirf upar ka visa milta hai
Zindagi chahte ho toh humse bachkar rehna ... jahan nimbu nahi jaata wahan nariyal ghusad dete hai
Main khodta nahin, sirf dafan karta hoon
Kanoon aur bhagwan jab deta hai na, toh chappad phad kar deta hai ... aur jab leta hai, toh thappad maar kar leta hai
Mard ka dil us hi ke paas hota hai ... jiski maa ke dhoodh mein dum hota hai
Dekhne mein bewda, bhagne mein ghoda aur maarne mein hatauda
Kafan odhne waale ghante nahin ... gadhiyan ginte hain
Saala fakiron ka chehra lekar jurm ke shahenshah se ladne ki koshish mat kar
Haramipan ki badbu aa rahi hai tere baaton se ... ab toh paki ho gayi teri maut mere haathon se
Tere ghar mein calendar hai ... 97 gaur se dekh le, kyun ki 98 tu dekh nahin payega
Zehar ko zehar hi maarta hai
Jab tak koi cheez apne paas hi ho, toh uske hone ka ehsaas nahi hota ... jab woh door hone lagti hai, tab woh ehsaas jaag uthta hai
Purane chawal ko yun kachcha chaba jaana ... meri style hai
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..
