dialogues for cast:
cast:
Gusse se zyada goos mein power hai
Jiski nazar kamzor hoti hai ... uska zor kam hota hai
Apne kaan ke saath saath apne shareer ke saare suraakh khol kar suno
Koi mamuli MP meri MP3 nahi bajha sakta
Pyar umar nahi ... kamar dekhta hai
Tere mein sur Osama ka ho ... lekin mere mein power Obama ka hai
Aadmi apne kaam se pehchana jaata hai ... naam se nahi
Tere pass power hai, paisa hai, politicians hai ... lekin mere pass public hai
Chocolate se dosti, diabetes ka khatra ... daru se dosti, liver ka khatra ... aur mujhse dosti, dushmani ka khatra
Main yahan aaya hoon choron ki safai karne ... gundon ki dhulai karne ... aur kanoon ko todhne waalo ki thukai karne
Galat tareeke se sahi kaam mujhe karna aata hai
Yeh dil hai na ... tractor ki engine ki tarah dhadakhta hai
Har khothe jaise dikhne waali cheez khothi nahi hoti ... aur har bhook ka ilaaj roti nahi hoti
Buddhe ke mooh mein toffee aur mehmaan ke mooh se maafi ... achchi nahi lagti
Apne ghar mein kutta bhi sher hota hai ... lekin sher har jagah sher hota hai
Oye oye oye yaad mat dila ... rom rom romantic ho jata hai
Power waale chashme te chadahi hui kasme ... ek baar chad jaati hai na toh utaari nahi jaati
Khet ka ganna teh romantic picture ka hero Rajesh Khanna ... bulaye nahi jaande
Joh bheed mein shikaar kare woh sher nahin thug hota hai ... aur agar dushman tagda ho, toh usse maarne ka mazaa hi alag hota hai
Kudi da patla lak te munde da good luck ... dono luck ki baat hoti hai
Bachpan ki pant jawani mein fit nahi hoti ... aur har no ball pe free hit nahi hoti
Sooch samajhkar jaan moochkar ki gayi galati ... galati nahi hoti
Duniya mein log achche ya burre nahi hote ... sirf samajhdaar ya chutiye hote hai
Aaj ke jeevan ka doosra naam hai ... rokda, paisa, maal
Na moh, na maya, na mamta ka bandhan ... bus anand hi anand
Tum kya leke aaye the ... aur kya leke jaoge
Yere yere pausa, tula deto paisa ... paisa saala khota, paus aala motha
Main jaanta hoon pyar andha hota hai ... lekin shaadi sabki aankhen khol deti hai
Hai rabba, main hoon iska abba ... main engine aur yeh mera dabba
Bank ke loan ki tarah saans andhar lo ... aur installment ki tarah dhere dhere bahar chodo
Khamosh kyun hai zameen aasman ... kya curfew lag gaya hai meri jaan?
Zara soocho, aap logon ke paas power hai, naukar hai, locker hai, rehne ke liye tower hai, nahane ke liye shower hai ... inke paas kya hai?
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
