Page 2 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for cast:

cast:
2 (of 4 pages) | 32 (of 99 items)
1 2 3 4
Aye param pita parmeshwar ... maar maar ke pahucha diya Mahabaleshwar
Ban toh raha hai Birla ... par pahunch na jana Kerala
Aaisi ki uski dhulai ... ki seedha pahucha diya Bhilai
Kaat dete hai iska patta ... pahuncha dete hai isse Calcutta
Kardo aaisi ghatna ... woh seedhe pahunche Patna
Bhaisaab dete hai gali pe gali ... lagta hai jana padega mujhe Kullu Manali
Hamare dhande ke andar khoon ke rishtey ki keemat pani se bhi kam hoti hai
Mera naam hai Chutiya ... aachoon aachoon ki khadi karta hoon main khatiya
Langoor ki dumm par angoor ki bail ... khatam ho gaya is moti ka khel
Langoor ki dumm par angoor ki bail ... mohabbat mein ab tu saare sitam jhel
Langoor ki dumm par angoor ki bail ... patni ko dekh ke engine ho gaya mera fail
Langoor ki dumm par angoor ki bail ... ab ho jayega dushmanon ka engine derail
Langoor ki dumm par angoor ki bail ... ab main nikaalonga mujrimon ka tel
Tumne toh kamaal kar diya ... dhoti ko phaadkar rumaal kar diya
Sau badmaasho ko chaano toh ek kameena nikalta hai ... sau kameeno ko chaano toh ek harami nikalta hai ... aur yeh suvar sau haramiyo ko chaankar nikla hai
Abhi pidhi ho, sikandar nahi ho tum ... Bambai ka ek gutter ho, samundar nahi ho tum
Gareeb ki taqat uski vote hoti hai
Yeh shehar jahanum hai, narak hai aur hum hai is shehar ka Yamraj ... kisko, kahan aur kab maarna hai ... yeh hum decide karoonga
Humri ek choti si behna, chhod rahi hai aaj humra angna ... uski shaadi hai humpe udhaar, karoonga main uski shaadi bar-bar, lagatar, hazaar-bar
Jaldi se isse chhod ... varna aa jayega kahani mein ek naya modh ... ho jayegi shamshan ki taraf teri daud ... hai koi iska tera paas todh?
Aaisa mat kar havaldaar ... mujhko andhar mat kar mere yaar ... mera bhai hai bada shakti shali ... baja dega woh teri taali ... uske baad tera ho jayega mota pet khali
Jis tarah saanp se zehar alag nahi kar sakte ... ussi tarah jurm se mujrim ko aap alag nahi kar sakte
Main kaam ko puja maanta hoon ... aur kaam karne wali jagah ko swarg
Joh bhi pyar se mila hum us hi ke ho liye ... jahan par khatiya mili hum wahin pe soo liye
Itna zoor se laafa marke mooh laal kar doonga ... ki zindagi bhar yeh paan khane ki zaroorat nahi padegi
Samajhta nahi hai yaar
Main hoon Nandu sabka bandhu
Chaand se maathe par chaandi jaise pasina kyun?
Yeh kanoon ke woh baap hai joh apni duty ko apni gaud mein jhula jhulakar, usse pyari pyari lori sunakar sula dete hai ... aur aapke noton ka pankha banakar usse thandi thandi hawa dete hai
Tum meri zindagi mein full stop toh kya comma bhi nahi laga sake ... lekin main tumhari zindagi mein full stop zaroor lagaonga
Main nafrat ke mohron se dushmani ka shatranj ussi ki bisaat pe khelonga ... aur aaisi maat doonga, aaisi maat doonga ki maut bhi roo padegi
Yahan ki fikar wahan ka khayal rakha hai ... badi ada se dono jahan sambhal rakha hai
1 2 3 4

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.