Page 23 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for cast:

cast:
23 (of 58 pages) | 32 (of 1846 items)
1 22 23 24 58
Kisi bhi dhande mein soo sakte hai ... par bina sooye ek hi dhanda hota hai ... chori ka dhanda
by: Unknown
from: Lingaa (2014)
code:
Tumhare potty se gulaab baraste hai kya?
Hero gaana gaake khush rehta hai ... lekin villain ko wohi chahiye hota hai joh mujhe chahiye
Bhaag gaye bhalu, vadiya ho gaya alu ... wahan ka main paalu, aur yahan ka tu paalu
Jinki neeyat kharaab ... unki zindagi tezaab
Lakeerein hai toh rehne do, kisi ne rooth kar gusse mein shayad kheench di thi ... inhi ko ab banao paala aur aao kabaddi khelte hai ... lakeerein hai toh rehne do
Shramiko ki awaaz dabayi ja sakti hai ... maari nahi
Zindagi mein nayi umeed chahiye ... toh takleef toh uthani hi padti hai
Mere dushman ne yeh socha hi nahi tha shayad ... yeh diya baad-e-fanaa se bhi bhadak sakta hai ... usko quwwat pe takabbur hai mujh ko yakeen ... dast-e-haq baazu-e-qatil ko jhatak sakta hai ... mere jallad ko yeh maloom hi nahi hai shayad ... yeh dil dast-e-ajal mein bhi dhadak sakta hai
Lahu luhaan hua hai falak, yeh kaisa loha phigla hai ... ek suraj doob gaya peeche, ek suraj samne nikla hai
by: Unknown
from: Kill Dil (2014)
code:
Tarcol ki ek sadak par do saaye hai ... andhere ki najayaz aulaad hai shayad ... ghoont ghoont khoon pee kar dono pale hai shayad ... paon tale zameen hai na sar pe aasmaan hai ... zindagi kuchal gayi, yeh unki daastan hai
by: Unknown
from: Kill Dil (2014)
code:
Koi atka hua hai pal shayad ... waqt main pad gaya hai bal shayad ... dil agar hai toh dard bhi hoga ... iska koi nahi hai hal shayad
by: Unknown
from: Kill Dil (2014)
code:
Ek khwaab ne aankhen kholi hai ... kya modh aaya hai kahani mein ... woh bheeg rahi hai baarish mein ... aur aag lagi hai paani mein
by: Unknown
from: Kill Dil (2014)
code:
Hospital mein normal delivery hui thi ... iska matlab yeh toh pakka tha ki yeh abnormal upar se nahi tapka tha
by: Unknown
from: Kick (2014)
code:
Apna kaam banta ... bhaad mein jaaye janta
by: Unknown
from: Jai Ho (2014)
code:
100% original fake hai ji
Joh kaam Gandhigiri se na ho na ... woh kaam gundagardi se do minute mein ho jaata hai
Peene ke baad insaan dimaag ke badle dil se sochne lagta hai
Main aa raha hoon tere paas ... jahan mila, khatam kar doonga
by: Unknown
from: Holiday (2014)
code:
Mujhe smart logon se sakht nafrat hai
by: Unknown
from: Holiday (2014)
code:
Cheenti chadi pahad pe daane ke vaaste ... aur kuwaaron ki manzil mohabbat ke raaste
Tumhari zindagi mein aane wala kal nahi hai aur meri zindagi mein hai ... kyun ki tum zindagi ko saalon mein ginte ho aur main lamhon mein
Aaj kal insaanon mein heroes bahut mushkil se milte hai
Chule ke angare jaise pehle tadpate haathon ko tab naseeb roti hoti hai ... jeevan saar yehi hai manwa tu kar, mat darr ... angaaron pe chalna hai sahi, yehi jeevan jyoti hai
Chhoti chhoti jal ki boondein sagar ko bhar deti hai ... balu ki rach nanhi nanhi sukar bhoomi rach deti hai ... kshan kshan kaal ikkattha hokar lamba yug ban jaata hai ... kshan ko shuksma na samjho bhai ... yeh jag ka nirmata hai
Shatranj ki chaal kabhi adhoori nahi chhodte
Agni ke phere lene se koi bhi pati parmeshwar nahi ho jaata hai ... puja karvani ho toh parmeshwar banke dikhana padta hai
Jisne pyar kiya ho ... wahi nafrat kar sakta hai
Jisse marne se darr na lagta ho ... woh is duniya ka sabse khatarnak insaan hota hai
Pagal kutta aur awara haathi ... dono bandook ki goli ke liye hi banne hai
Tumhara chehra dekhte huye marna manzoor hai ... tumhare bagair jeena nahi
Yeh tere ghar damaad nahi ... bahu layegi ... bahu
1 22 23 24 58

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.