Page 12 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

Dialogues from Movies for Parties

12 (of 459 pages) | 32 (of 14662 items)
1 11 12 13 459
Insaan rishton se nahi, apno se anaath hota hai
Jab jab burai ki raat aayegi ... subah ke suraj ke saath kuch sarphire aayenge ... apni jaan pe khel jayenge ... aur achai ko jeet dilayenge ... achai ki burai pe yeh jeet ... Hindustan ka itihaas bhi hai aur bhavishya bhi
Joh bharat ka bhavishya banne ki koshish karta hai ... Bharat usse itihaas bana deta hai
Treta ho yah kalyug, desh ke yodha bas ek hi prann japte hai ... naari ke samaan mein sar jhukte hai ... naari ke apmaan mein sar katte hai
Bajirao Singham ko pehli baar dekh ke ya toh public seeti bajati hai, taali maarti hai, ya phir salute karti hai
Jis se nafrat karta hai aur jis se pyar karta hai ... uske liye kahin bhi jaa sakta hai
Bajirao Singham ne sirf do baar vachan liya hai ... ek baar vardi pehente waqt ke marte dum tak apne desh ki seva karega ... aur doosri baar agni ke saath phere lete waqt ki hamesha apni biwi ki raksha karega
Sitaare aasmaan mein achche lagte hai ya phir sheron ke kandhon par
Rishtey aur farz paise se bade hote hai
Jab ek khandaan ki kismat mein khoon likh diya jaata hai ... toh us khandaan ke waris ko talwar uthani hi padti hai
Sachai ki jeet yug ki mohtaj nahi hoti
Teri Ramayan ka Ravan hoon main
Vahini ko dekh kar pata chalta hai aap sher jaise kyun ghoomte hai ... aap power hai toh woh aapka super power hai ... aap vada hai toh woh aapka pav hai ... aap iPhone hai toh woh aapka charger hai
Main Singham nahi ... main lady Singham hai re
Tere samne joh khada hai woh Mahatma Gandhi ka aadhar zaroor karta hai ... lekin poojta Chhatrapati Shivaji Maharaj ko hai
Tere is duniya mein aane ki wajah ek aurat thi ... zyada herogiri dikhayega na toh tere is duniya se jaane ki wajah bhi ek aurat hi hogi
Yahan joh kuch chal raha hai uske peeche ek hi rule hai ... woh kaunsa rule hai pata hai ... woh Pushpa ka rule hai
Pushpa ka faisla mandir ke prasad jaisa hota hai ... har kisi ko nahi milta, bahut pavitra hai
Tumhari nazar sirf is state ke border tak hi hai ... par Pushpa ki soch is desh ke border ko paar kar chuki hai
Sahi ya galat ke baare mein Pushpa nahi sochta hai ... jab Pushpa faisla karta hai toh woh sahi ho hi jaata hai
Insaan agar saans leta hai toh iska matlab woh zinda hai ... aur mera jaisa agar koi saans le raha hai matlab woh tarakki kar raha hai
Main hai tere boss ka boss ... main hai sabka boss ... main hi hai boss ... Pushpa the boss
Pushpa, dhai akshar ... naam chota hai lekin sound bahut bada
Pushpa sirf ek naam nahi hai ... Pushpa matlab brand
Pushpa ko national khiladi samjhe kya ... international hai
Pushpa dhande mein mazak nahi karta ... Pushpa se dhanda bahut mazaa aata hai
Sachai ki pauti se badi bharose ki chitti hai ... bharosa hai tabhi dhanda hai
Joh mere haq ka paisa hai woh charana ho ya aathana ... woh saatve aasmaan par ho ya saat samandar paar ho ... Pushpa ka usool karne ka vasool
Pushpa naam sunke flower samjhe kya ... fire nahi, wildfire hai
Beta jitna tu khela nahi hai, usse zyada pela hai maine
Shohrat cheez hi aisi hoti hai ... log isse sirf cheenna jaante hai, baatna nahi jaante
Chakka maarna hai toh out hone ka risk toh uthana padega na
1 11 12 13 459

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..