Page 168 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

Dialogues from Movies for Parties

168 (of 459 pages) | 32 (of 14664 items)
1 167 168 169 459
Khel wahi khelna chahiye ... jis mein jeet pakki ho
by: Unknown
from: Prince (2010)
code:
Khel chahe koi bhi ho ... jeetna aana chahiye
Ring fasi toh ladki fasi
Maine teri maang kya bhar di ... tu bhar-bharke maangti phir rahi hai
Mereko duniya ki nazar mein mat gira ... mubarak ho shaadi ki saalgirah
Yeh shaadi joh hai na woh public toilet hai ... jitne log bahar khade hai na, unko andar jaane ki jaldi hai ... joh log andar hai, unko bahar aane ki jaldi hai
Tum patiyon ke liye shaadi ek hadsa hoga ... lekin hum patniyon ke liye shaadi ek haseen hadsa hai
Saat pheron ke bandhan mein joh jaadu hai ... woh jeete ji kabhi pati patni ko juda hone nahi deta
Ghar mein jis pati ki dhaak nahi chalti ... bahar uski aankh chalti hai ... samajh lijiye jab wife bhadki toh apne aap khul jaati hai nazar ki khidki
Shaadi shuda aadmi test cricketer ki tarah hota hai ... usse lambi innings khelni hai ... toh zara pyar se, aaram se ... T20 ke chakkar mein padoge toh Tik-20 ki naubat aa jayegi
Ek baar mard hang ho gaya toh phir woh female kya ... e-mail ke layak bhi nahi reh jaata
Yeh joh auratein hoti hai na, yeh internet ke virus ki tarah hoti hai ... pehle to mard ki life mein enter hoti hai ... phir uske dil aur dimaag ko scan karke ... uski sari khushiyan, uski sari azaadi, uske sare bank balance apne account mein transfer kar leti hai ... aur badle mein mard ke account mein kya download karti hai ... (kya?) ... tension, tadap, ghutan, bechaini, jhik-jhik, bachche ... aur uske chehre ki smile ko delete karke usse hamesha hamesha ke liye hang karke chali jaati hai
Jahan lad-ka aur lad-ki ho ... wahan lad-na toh hoga hi na
Chori ke aam ka har koi deewana ... joh pakda gaya woh chor hai aur joh bach gaya woh sayana
Khel khatam, paisa hazam ... sudar gaya khasam, khake kasam
Tezaab nikalta hai is ghar ke nalko se
Apne hi apno ke kaam aate hai
Jitna baatega, utna badega beta
Darre woh joh loha na khaate ho
Jab kismat mein likhe ho hathode ... toh kahan se milenge pakore?
Chaar paisa jeb mein aata hai na ... toh confidence apne aap aa jaata hai
Mard toh mard hi hota hai ... chahe kahin ka bhi ho
Insaaniyat ka farz hai ek doosre ke kaam aana
Kutte ki dumm aur mard ki akal ... kabhi seedhi nahi ho sakti
Zindagi aaise ho gayi hai jaise bell-bottom aur khudkhushi jeans ki pant
Rajneeti mein matbhed ho sakta hai ... dushmani nahi hogi
Kapda hai bahut zyada par kameez bahut tang hai ... badal hai bahut zyada par baraste kitne kam hai
Caren hai bahut zyada par tel bahut kam hai ... issi liye Iraq pe giraye gaye itne bomb hai
It's not my hobby ... it's my passion
Aapki umar aur aapke tajurbe se aapka rutba kahin badhkar hai
Dosti ki bhasha sabse alag hoti hai ... woh sirf dil ki baat sunti hai
Yeh ghoda hai ghoda ... bade bade zindagi ki race haar jaate hai iske saamne ... iski lagaam jiske haath mein, power ussi ka ... ek minute mein ya toh baazi palat jaati hai ... ya khelne waala
1 167 168 169 459

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..