dialogues for Tag:
Tag:
Jab baap beta razi ... toh khulegi aaj Yamazaki
Aapko nature nahi Netflix chahiye ... pedh nahi iPad chahiye ... blackbuck nahi Starbucks chahiye ... aapko jungle se zyada Jungle Book pasand hai ... aur tiger se zyada Tiger Shroff ... kyun ki development joh hota hai na ... woh of the youth, by the youth, for the youth
(Teacher kya hai tumhare liye?) - Joh doosron ko murga banata hai aur khud anda deta hai
O saala kuvan ka pani hoth hai na, o phasalon ko ek samaan milat hai ... phir bhi karela kadwa, ganna meetha, aur imli khatta hoth hai ... par dosh pani ka nahi ... beejh ka hoth hai
Saala chamcha jis bartan ma hoth hai, wohi bartan ko khali karat hai
Mohabbat ka chewing gum mat phulao ... phatenga toh apne munh pe hi laafa aayenga
Purane dino mein jab Hindustan sone ki chidiya hua karta tha ... tab yahan hazaron jaatiyan thi ... par aaj kal sirf do tarah ki jaat hai ... pehli jinka pet bada hai aur doosri jinki bhookh ... jinki kismat mein do cheezein hai ... ya toh nighalo ya niwala bano
Medu vada mein hole angoothe se zyada accha padta hai ... ungli nahi karte
Agar main sharaab hota ... dry day mera rest day hota ... happy hour mein best hota ... har boond mein meri aaram hota ... purana hoke bhi na kharaab hota
Piyo toh hadh kardo ... varna program radh kardo
Tum dimaag se nikalti hi nahi ho ... virus ki tarah ghus gayi ho andar ... har baat se tumhari baat nikalti hai ... shower ke garam paani se bhaamp badh gayi toh tumhari garam saans ki feel aati hai ... aur baarish huyi toh tumhare badan ki saundi khushboo yaad aati hai ... strawberry ki ek bite bhi loon na toh tumhari khatti meethi baatein yaad aati hai
Agar main sharaab hota ... barf, soda, thanda pani, main sabka khaas hota ... gham mein chahe khushi mein main hi sabke paas hota
Saanp ko doodh sirf Nag Panchami ke din hi pilaya jaata hai ... kisi aur din ghar mein gusse toh usse kuchla hi jaata hai
Agar main sharaab hota, gale se utarta, sir pe chadta ... har dil par mera raj hota ... har pyaas ka taj hota
Bhindi sa shareer lekar Undertaker ki diet follow kar rahi hai yeh toh
Phool hai gobi ka, sabzi mat samajhna ... pyar hai bhanware ka, humdardi mat samajhna
Radhe jaane ke liye nahi, bhejne ke liye aaya hai ... aur tere hisse ki biryani hum sab mil-baant kar khayenge ... aur bolenge Eid Mubarak
Har ek vyakti ko apna jeevan saathi, apna khana aur apni sharaab chun'ne ka poora adhikaar hona chahiye
Jahan jahan sardar, wahan wahan gurudwara aur langar ... koi bhooka nahi marta
Doodh phatne ka gham woh manata hai jisse paneer banana nahi aata
Aap jaisi ladki ka haath lagna matlab ... ek kilo doodh mein se dus kilo paneer ka nikalna
Hum sabke andar kahin pe ek shaitaan chupa hota hai ... thik woh soda bottle ke andar ke bulbule ki tarah ... bas dhakan khulne bhar ki der hai
Zindagi ka sirf ek hi sach hai ... death ... baki sab doodh mein milaya hua pani
Khane wale ko khane ka bahana chahiye ... bhook lage ya na lage khana chahiye
Woh doodh hai toh main khatta nimbu ... phatt ke na zindagi ka paneer ban gaya hai
Gobar deto ho aur expect karte ho cake samajhke kha loon
Hum Punjabiyon ke paas aur hai hi kya ... ek emotions, ek paneer
Badhon ka kaha aur amla ka khaya ... baad mein hi raas aata hai
Jab chehra tumhari tarah lamba aur patla hota hai na ... toh akhiyon se goli hi chalti hai ... hamare jalebi jaise chehre se sirf ghee hi tapakta hai yaar
Jaise jadoo ke liye dhoop zaroori hai ... vaise hi Bengali's ke liye sandesh
Kidhar aap up in the sky so high ... kidhar woh zameen pe pada jinga fry
Apun toh bolta hai Goa chal ... mast faadu jagah hai ... udhar tikane ka tequila ... disco mein hilane ka patila
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
