Dialogues from Movies for Parties
Is napunsak samaaj mein antim vijay ... sada asatya, adharm aur anyaay ki hi hoti hai
Teri liye no chargesheet sirf D-final ... yani death final
Ayanda mardon ki baraat lootne ... hijadon ki toli kabhi mat bhejna
Izzat se baat, izzatdar logon se ki jaati hai ... bhadwon se nahin
Main maut ko takiya, aur kafan ko chaadar banakar audhta hoon
Computer pe ungli marte marte tu mere se ungli kiya?
Main maarta jaonga ... tu harta jayega
Tujhe dene ke liye toh is duniya mein koi gaali bhi nahi hai
Ab tak tumpar marta tha ... ab tumhare liye marr mitna hai
I've loved you like crazy ... now I am going to hate you like crazy
Har love story mein hamesha do naam hote hai ... lekin meri love story mein sirf ek hi naam hai ... mera
Bewakoof kahin ke yahi toh maar khate hai ... karne se pehle hi sab kuch bol dete hai ... aur hum kar dete hai ... pata bhi nahi chalta
Jahan the wahin hai, na koi izafa hai ... halaat yeh hai ki, na mazmoon hai na lifafa hai
Apne paap maqsad se is kadar hath gaye ... phadna tha dushman ko, khud hi phat gaye
Tumhara dil roaming hai ... kyun ki tumhara roam roam tumhara dil hai
Joh guzar gaya woh kal tha ... joh aane waala hai woh bhi kal hai ... faisla tumhe karna hai tum kis kal mein jeena chahte ho
Lamhon ko yaadein nahi ... yaadgar banate hai
Pyar waqt nahi hai ... joh agar guzar jaye toh vapas nahi aata
Champagne ko sharaab kehkar champagne ki insult mat karo
Kabhi kabhi peeche hatna ... ek step forward hota hai
Zindagi sirf rainbow ke saath rang nahi hai ... us mein hazaron rang hote hai
Maut aur Mumbai se koi lautke nahi aata
Main aapse itne pyar se baat kar raha hoon ... aur 2nd class compartment ke 3rd class passenger ki tarah baat kar rahi hai
Joh andhar se naram hote hai ... woh bahar se sakht na ho ... toh duniya usse kuchal deti hai
Vimaan mein emergency ke char dwar hote hai ... aage do dwar, peeche do dwar ... charon na khule toh Haridwar
Zindagi football game se kam thodi hai .... problems ko tackle karo, darr ko block karo, goal ko score karo ... that's life
Chand ko todh doonga, suraj ko phod doonga ... agar tu haan kehde, toh pehle waali ko chhod doonga
Humko toh aata hai dil lagana ... bas nahi aata hai door bhagana
Dil koi kiraye ka ghar nahi hota ... ki ek jaye, doosra aaye
Jaane jahan tujhe kya kahoon ... mere khawabon mein, meri baaton mein, meri neendon mein, meri raaton mein bas tu hi tu ... jaaneman meri zindagi hai tu
Kitna bhi bhaag lo ... gham, yaadein aur karza peecha nahi chhodte
Sara chali gaye jaane de ... tujhe pyar chahiye kahin aur se aane de
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..
