Page 412 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

Dialogues from Movies for Parties

412 (of 459 pages) | 32 (of 14664 items)
1 411 412 413 459
Jisne tumhari maang ka sindoor mittaya hai ... tumhari kasam main usse is duniya se mitta doonga
by: Dharmendra
from: Azaad (1978)
code:
Gareebon ke haath ki bani hui cheez ameeron ko achchi nahi lagti
by: Dharmendra
from: Azaad (1978)
code:
Aurat ke haath mein churi aur bandook bilkul achchi nahi lagti
by: Dharmendra
from: Azaad (1978)
code:
Zindagi sirf do paon se bhaagti hai ... aur maut hazaaron haathon se uska rasta rokti hai
by: Ajit Khan
from: Azaad (1978)
code:
Duniya mein kuch kaam aaise hote hai jinhe karne ke liye bhagwan insaan banata hai ... aur woh insaan utne hi bade hote hai, jitna bada bhagwan khud hota hai
Arre kha le na yaar, kha le ... khali pet toh bhagwan ka naam bhi pet mein dard karta hai
by: Unknown
from: Tyaag (1977)
code:
Aadmi bure se bure aadmi ka yakeen kar sakta hai ... lekin aurat zaat par bharosa nahi kar sakta
by: Prem Chopra
from: Tyaag (1977)
code:
Aadmi har darr se bhaag sakta hai ... lekin apne aap se nahi
Main zindagi mein kadve se kadva sach bardaash kar sakta hoon ... lekin meethe se meetha jhoot nahi
by: Unknown
from: Tyaag (1977)
code:
Insaan marta aur jeeta sirf apne khayalon mein hai ... varna maut jaisi toh koi cheez hi nahi hai
Waqt padne par aadmi jhoot bhi sach ki tarah bolta hai
Purani zameen, purana makaan aur purana dost ... jitna zyada purana ho jaye ... utna hi zyada yaad aata hai
Aatma nirodh rakhne ke liye ... vishvas aur sanskaron ka hona bahut zaroori hai
Yaad rakhna bahut aasaan hai ... lekin bhoolna bahut bahut mushkil hai
Insaan joh bane, jab bane, yog se bane toh sach hai ... swarth aur kamzori ke karan mahatma ka roop bhi dharan kare toh jhoot hai
Bachchon ko is bhavna se padha ki woh phoolon se bhi zyada sundar bane, zyada mahek de ... aaise guloheen se toh mulk gulistaan banega
Jab insaan apne paap ka prayashchit khud karle ... toh usse kisi ke reham-o-karam ka mohtaj nahi hona padta
Guru sirf gyan hi nahi deta ... balki agyan bhi door karta hai
Science ka har ek naya experiment, har ek naya tajurba ... ek chamatkar hota hai
Sachche dil ki awaaz jab goonjti hai ... toh dishayen dol uthti hai
Shirdi mera Pandharpur, Shirdi pujya staan ... yahin viraje Vithal mere, saavare Ghanshyam ... yahin bahe Ganga Jamuna, yahi tirth mahan ... pranaam mera sweekar karo Sainath bhagwan
Joh Baba ki taraf ek kadam badata hai na ... Baba uski taraf dus kadam badate hai
Record mein agar daag laga toh mitt bhi sakta hai ... lekin ek baar zindagi mein daag lag gaya toh kabhi nahi mitt sakta
Jab tab Bhavani Maa ka saaya mere saath hai ... dushman toh kya janam dene waala bhi nahi maar sakta
Chashm-e-baddoor gar khush qadoqamat hogi ... aaj fitna hai chand roz mein qayamat hogi
Kanoon ke raaste mein agar koi aaye toh kanoon nahi tootna chahiye ... chahe rishtey toot jaye
by: Unknown
from: Parvarish (1977)
code:
Logon ko intezaar karvane ke baad mehfil mein jao toh taaliyon se swagat hota hai ... waqt se pehle pahunch jao toh khud taali baja bajakar aane waale ka swagat karna padta hai
Aaj ke baad aapka koi bhi aadmi yahan nazar nahi aana chahiye ... varna aaisi dhulai karoonga ki saath pushton tak aapki aulad ganji pehda hongi
Agar kisi ki beti ki izzat ek baar lut jaye ... toh duniya ki sari daulat usse vapas nahi la sakti
Sache insaan ko aag jala nahi sakti ... talwar kaat nahi sakti ... aur sache insaan ko zindagi ki takleefein rula nahi sakti
Koi aurat hokar bhi bandook utha leti hai ... aur koi mard hokar bhi chudiyan pehen leta hai
Gundon ka mazhab gundagardi hota hai
1 411 412 413 459

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..