dialogues for Tag: Action
Tag: Action
Pehle usse harana hai ... aur phir maarna hai
Woh mujhe maarna chahta hai ... aur mujhe usse maarna padega
Main maarne ko tayaar hoon ... aur uske liye marne ko bhi tayaar hoon
Main marne se nahi ... usse maare bina marne se darta hoon
Darre woh joh loha na khaate ho
Jin ungliyon ko ghode ki aadat lag jaaye ... un mein lagaam daalna mushkil ho jaata hai
Joh apni maa ki izzat nahi karte ... main unka baap bankar aata hoon
Agar dhanda shanti se karna hai toh ... dhamake toh karne hi padenge
Jab tab Marcos kisi ko maarna nahi chahta, woh marta nahi ... aur jab maarna chahta hai, toh woh bachta nahi
Do din, sirf do din deta hoon tujhe ... teesre din tera chautha hoga
Sahi time pe sahi mukka ... kuch log isse good luck bolte hai ... main isse shanpatti bolta hai
Jab naak se khoon moot ki tarah beh raha hota hai ... phatke haath mein aa jaati hai
Teri dono life line khatam ho chuki hai ... ab teesri galati ki toh episode khatam
Mera muhafiz hai khuda, toh phir hai kaun joh mujhko utha sake ... teri kya aukaad hai, joh jahaan se mujhe mitta sake
Hussain ka ek ghoonsa ... aur teri khopdi ke bawees tukde
Neetu Singh jab koi mission par nikalti hai toh kafan apne saath lekar chalti hai ... ya toh dushman ko pehna deti hai ... ya khud pehenkar desh par shaheed ho jaati hai
Unhi ke hathyar aur nishana bhi unhi ko banayenge
Hamaade gaon mein chuttad dhone se pehle ... tamancha chalana sikhate hai
Itni goliyan maroonga, itni goliyan maroonga ... ki atma bhi confuse ho jayegi kidhar se niklon
Kanoon ke haath aur Chedi Singh ki laat ... dono bahut lambi hai
Between two legs itna danda maarenge ... ki na bajne layak rahoge na bajane layak
Police waale ko thokne ka anjaam pata hai kya hai? ... ikkis saal jail aur thukkai alag se ... aur ussi police waale ne agar tumhe thokka, toh promotion alag se aur bahaduri ka medal bhi
Abhi tak sabko nehlaya hai ... ab sabko dhounga
Hum tum mein itne ched karenge ... ki confuse ho jaoge ki saans kahan se le ... aur paadein kahan se
Sawa lakh se ek ladaun ... to hi Guru ka Sikh khelaun
Talwar utha le aur apne adhikar ko cheen ke nahin ... kaat ke le
Barood ke canister pe behet ke Diwali nahi manayi jaati hai ... barood ke canister se manayi jaati hai
Woh Rambo ka baap hai, Terminator ka chacha hai, Rocky ka dadu hai aur Bruce Lee ka nana hai ... last action hero hai woh
Tujhe har goli ka hisaab dena parta hai ... main jitni bhi chalaon ... mujhe koi hisaab nahin dena parta
Suar hamesha group mein shikaar karte hai ... aur sher akele
Hamare line mein reham nahi hai
Joh maarte hai na ... woh baat nahi karte
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
