Dialogues from Movies for Parties
Jab se tumko jaana hai, tab se tumko chaha hai ... jab se tumko chaha hai, tab se khudko jaana hai ... yahi kehne ke bahane, dhoondta dil deewana hai
Public se kya darna sahab ... main khud public hoon
Main Bapu nahin hoon ... main bas apna dhanda karna jaanta hoon
Khada ho jaon yah ... iske liye bhi license chahiye?
Apni rakam ... apna munafa!
Na sunta nahin hai mujhe
Kis baat se naraz hain aap log? ... meri tarakki se ... yah meri tarakki ki teezi se
Meri himmat aam aadmi ki himmat hai ... is desh ki himmat hai
Apne mujhe paanch minute diya tha na? ... saade char minute mein sab kuch khatam kar diya maine ... tees second profit, munafa ... yahi hota hai business
Agar paisa ban sakta tha ... toh maine banaya hai
Main baniya hoon sahab ... sab kuch bahut sambhaal ke kharch karta hoon
Mere ko yeh golf khelna nahi aata ... yeh ghode ki race bhi nahi khelta ... lekin apne dhande ka mazbood khiladi hoon main
Chalis saal pehle ek aur aadmi tha joh kanoon ke khilaaf tha ... aaj hum uss aadmi ko Bapu kehte hai
Jab log tumhare khilaaf bolne lage ... samajh lo tarakki kar rahe ho
Kisi bhi badi uljhan se nikalne ka sach hi raasta hota hai
Mere marks 90% na ho ... lekin maine joh kuch bhi kiya hai sirf isliye kiya hai ... kyun ki tumse pyar maine hamesha 100% hi kiya hai
Agar hamari kismat mein jeetna likha hoga toh hum jeetenge ... lekin hum haarne tak haar nahi manenge
Zindagi ek bhel puri ki tarah hai ... jis mein kuch meethi cheezein hoti hai, meri tarah ... aur kuch teekhi cheezein hoti hai, tumhari tarah
Gandhi se bada is desh mein kuch nahi hai
Mere saath toh ladne ke liye saari zindagi padi hai ... par desh ke liye ladne ka yeh shayad aakhri mauka hai
Mere tukde tukde kar daalo par main apne desh ke tukde nahi hone doonga
In life, life counts!
"Karo ya maro" ... hum Bharat ko azaad karenge ya phir ussi koshish mein apni jaan dedenge
Mandir, masjid aur gurudwara ho ... yahi mazhab bane bas hum sabhi ka ek ... Vande Mataram, Vande Mataram, Vande Mataram
Schooli shiksha kitaabi gyan deti hai ... charitra ka nirmaan nahi karti
Sharaab meri dawa hai aur mera dard bhi hai
Hindustan ka dil uske gaon mein dhadakta hai
Aakha duniya ghum sakta hai boss ... lekin apun ka zabaan ghumega nahi
Haath mein ghoda hone se goli nahi chalti ... jigra chahiye
Abhe tu driver hai ki screwdriver hai?
Yeh Dubai hai ... yahan reham nahi, sirf paisa aur luck chalta hai
Jiski laathi uski bhains ... nikaal cash
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..
