Page 204 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

Dialogues from Movies for Parties

204 (of 459 pages) | 32 (of 14664 items)
1 203 204 205 459
Ek beta gaya hai apna farz nibhane ... doosra yahan apna farz nibhayega
Mera dharm hai aapki maut
Jab tak koi awaaz nahi hogi ... tab tak tum zinda rahoge
Mere haath kaanp sakte hai ... lekin mera mann atal hai
Mat badhao apna haath meri taraf ... agar maine isse tham liya toh anarth ho jayega
Aap hukum kijiye ... main uski gardan kaat kar aapki godh mein rakh doonga
Meri zindagi ka ek ek pal is deewaar ki ek ek eent hai
Ek ek saans sambhaal kar le rahi hoon ... ki kahin tumhare aane tak yeh saanse khatam na ho jaye
Maine hamesha socha tha ki mera sapna aapke pyar se poora hoga ... aapke reham aur aapki daya se nahi
Jab pita ke budhe haath kaapne lage ... toh jawaan bete ka farz hota hai ki woh aakar unke haath batayein
Dharm wohi hai joh matti se janam leta hai ... dharm wohi hai joh tumhari buddhi se janam leta hai ... dharm wohi hai joh tumhare dil, tumhare mann ko sachcha lagta hai ... dharm wohi hai joh tumhari aatma ko sachcha lagta hai
Mann mein paap ho toh insaan kabhi sukhi nahi reh sakta
Pakad ke aaisi jagah pe maroonga na ... saale khane ko kutte bhi nahi aayenge
Duniya ka har bachcha aur lafda ... aurat hi paida karti hai
Kadam sambhal ke chalna toh subah bajegi khushiyon ki shehnai ... varna phir tu, tera takiya, aur teri tanhai
Mumbai ... suna tha aadmi yahan poori zindagi apni kismat slow track se fast track laane mein nikaal deta hai
Cigarette aur dost ... dono filter hone chahiye
Duniya aurat chalati hai ... aadmi toh bas chalta hai
All good things have to come to an end ... for better things
Kuch kahaniyan sunane ke liye nahi ... sirf yaad rakhne ke liye hoti hai
Coffee bhi baimaan cheez hai ... woh dekhti hai usse peene waala kaun hai ... us hisaab se banti hai
Shareer ke rishton se bhi alag kuch rishtey hote hai ... zindagi aur maut ke rishtey ... insaaniyat ke rishtey
Duniya mein toh sabhi log ladte hai ... lekin jeet us hi ki hoti hai jinke paas akal hoti hai
by: Unknown
from: Don No. 1 (2007)
code:
Bomb ke liye atom bomb ... maarta hoon zyada, darata hoon kam
by: Unknown
from: Don No. 1 (2007)
code:
Surya aag ka gola hai, dahekta hua shola hai ... usse chuhoge toh jal jaoge, raakh banke bikhar jaoge ... hai woh gareebon ka maseeha, karta hai zaalimon ka khaatma ... usse pyara hai watan, kehlata hai Don No. 1
by: Unknown
from: Don No. 1 (2007)
code:
Shukar kar ki tu mehmaan hai is liye bach gaya ... nahi toh laat ghooson ki machine mein dalkar pees-peeskar tera keema bana deta
Science bhi kehta hai ki dil azaad khayal hai ... dhadakne ke liye na toh isse shareer ki zaroorat hai na dimaag ki
Is duniya mein aage badne ka ek hi tareeka hai ... kisi ko bhi apne se bada mat samjho ... phir yeh duniya tumhari hai
Aye khaak nasheeno uth baitho, woh waqt kareeb aa pahuncha hai ... jab takht giraye jayenge, jab taj uchaale jayenge
Tere vaade pe jaye toh yeh jaan jhoot jana ... ki khushi se mar na jaate agar aitbaar hota
Goti ... kalti maar!
Imaandari ke paise mein sirf mehnat lagti hai ... rishwat ke paise mein mehnat aur jokhim dono lagte hai
1 203 204 205 459

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..