Page 58 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for Tag: Comedy

Tag: Comedy
58 (of 102 pages) | 32 (of 3246 items)
1 57 58 59 102
Zindagi ka koi bharosa nahi hai ... lekin ek baat ka bharosa hai ... life insurance ka
Apne desh mein biwiyan nahi badal sakte na ... is liye yeh secretary badalta hai
by: Unknown
from: Corporate (2006)
code:
Ek aadmi ka kaam ... pachaas aadmi milke, table pe bahetke kharab karte hai na ... usko corporate bolte hai
by: Unknown
from: Corporate (2006)
code:
Akreda, toh rakhrega
London ka mausam aur London ki ladkiyan inka koi bharosa nahi hai ... yeh kabhi bhi rang badalte rehte hai
Tum ladkiyan bhi na badi chalaak hoti ho ... jaanti sab ho lekin humse sunna chahti ho
Jis din main baap ban gaya na ... main apne bachche se chun chun ke gin gin ke badle loonga
Matlab nikal gaya toh pehchante hi nahi ... ladki kya mili hum mein jaante hi nahi
I love you ... do you love me? ... haan bolti toh you ... varna bahut hai in the queue
Casino mein haseeno ke saath hum sabke paseeno ka paisa udake bhaag gaya
Tu apne dimaag ko akal ka search warrant de ... aur agar phir bhi na maane toh gobar gas ka current de
Insaaf ki laathi mein awaaz ho ya na ho ... timing badi zalim hoti hai
Kabhi kabhi divorce mein shaadi se zyada sukoon milta hai
by: Dino Morea
from: Aksar (2006)
code:
Suna hai ladkiyan tumhari zindagi mein film role ki tarah hoti hai ... role khatam, rishta khatam
Models sirf tasveeron mein hi achchi dikhti hai ... woh bhi agar maine kheechi ho toh
Pichla karza chukane ke liye hi toh agla karza maang raha hoon main
Is tarah ki partyon mein kapde kya mainne rakhte hai ... jahan pe nasha chadne ke baad har koi apne kapde utaar deta hai
Paisa aur boyfriend jitna lutaoge ... utna tumhare pass aayenge
Gujju ho panju ho no big deal ... lallu ho panju ho very big deal
Cooking is spiritual ... ek achcha cook banne ke liye, achche dil ka hona bahut zaroori hai
Waise toh pyar mein aadmi ki chutti ho jaati hai ... lekin mujhe chutti ke din pyar ho gaya
Aapke daddy terrorist hai? ... varna aaisa sex bomb aur kaun bana sakta hai
Tumhare daddy drug dealer hai na? ... varna aaisi nasheeli cheez aur kaun bana sakta hai ... tumhe dekhte hi nasha chad gaya
Shopping karne gaye the yah shoplifting?
Shraddha ka toh supermarket hai hamara desh ... jiska basement andh-shraddha ke parking se full hai
Dhanda karneka toh ekdum hatela ... pan kya karega kismat hai na phatela
Yeh Superman, Batman aur Spiderman ka baap malum hai kaun hai? ... Hanuman
Pyar mein chemistry hoti hai aur sex mein physics
Kabhi kabhi kayar ki shakal ... bahadur ki akal se zyada sahi hoti hai
Unko khuda mile jinko hai khuda ki talaash ... mujhko apna hissa mile, bas baat khallas
Haath mein hai heeron ka haar ... aur hum dhoond rahe hai Zaveri Bazaar
by: Unknown
from: Shikhar (2005)
code:
Jaise hawa aur roshni ke aava gaman ke liye ghar mein khidki hoti hai ... ussi prakaar shareer mein hawa aur pani ke aava gaman ke liye dhoti hoti hai
1 57 58 59 102

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.