Page 98 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for Tag: Comedy

Tag: Comedy
98 (of 102 pages) | 32 (of 3246 items)
1 97 98 99 102
Miya biwi ke romance ko censor board bhi nahi kaat sakta
Beheto toh mehbooba ki sar aankhon par beheto ... leto toh mehbooba ki aagosh mein leto ... varna kuch nahi, khade raho
Poocha unse ishq kiya kya yeh koi paap hai ... usne kaha chup raho tere peeche khada mere baap hai
Abhe oh tan-tambure ... barsaati kan-khajure!
Ladki hai ki whiskey ki botal ... dekhte hi nasha aa gaya
Shut-up kehne waali ladkiyan toh sabse zyada pyar karti hai
Bhaagne ka naam jawani ... aur tham gayi toh thehra pani
Tumhari jaisi ladkiyan apna naam ... kapdon ki tarah badalti hai
Suna hai lift ki deewaaron ke kaan nahin hote
Zyada paisa aaye toh neend nahi aati ... neend aaye toh zyada paisa nahi aata
Jitna bada jism diya hai ... utna bada dil bhi diya hai
Jhinga machi, machi hai ... lekin machi nahin, jhinga hai ... khoa ki barfi, barfi hai ... lekin barfi nahin, khoa hai
Joh hai woh nahin hai ... aur joh nahin hai woh, woh kaise ho sakta hai?
Climax mein pahuchakar drama ke chutti mat karao
Actor kya hai? ... director ke haath ki kathputli
Naukri mile toh degree, degree ... nahi toh bigdree, bigdree
Joh tu bhojan na kar raha hota ... toh aaj tu narak ka bhojan ban gaya hota
Inhe aaisa kadva aadmi hai ki agar ganderi khake thukenga ... toh uspe makkhi bhi nahi behethengi
Petrol ka bhav badh gaya ... tarkaari ka bhav badh gaya ... tera bhav bhi badh gaya kya?
Tata aur Bata ko kabhi ghata nahi hua
Jis tarah ladki ka thopda bighad jaane se usse dulha nahi milta na ... ussi tarah gadi ka thopda bighad jaane se usse savari nahi milti
Apni umar se badhkar baatein nahi karte
by: Ajit Khan
from: Zanjeer (1973)
code:
Chillaaoo nahi sahab ... gala kharab ho jayega
by: Pran
from: Zanjeer (1973)
code:
Aaj ke baad apne aadmiyo se keh do ki hamesha tumhare nazdeek rahe ... kyun ki tumhari nazdeek ki nazar kamzor hai
Aao Vijay, baitho aur hamare saath ek scotch piyo ... hum tumhe kha tohdi jaayenge ... vaise bhi hum vegetarian hai
by: Ajit Khan
from: Zanjeer (1973)
code:
Hindustani jab desi peeta hai toh angrezi bolta hai
by: Om Prakash
from: Loafer (1973)
code:
Radio bhi badal badalkar record bajata hai ... lekin tum wahi ek record bajaogi
Hum toh daal ke pateele hai ... jisne pyar se karchi ghumai bas ussi ke ho liye
Baatein karodo ki aur dakshina kaudiyo ki
Mirch ke bagair khana aaise hota hai jaise chand ke bagair puranmashi ki raat, koyle ke bagair engine aur pani ke bagair kuaan
Karele jaisi soorat aur jalebi ke sapne
Garmi mein garam chai, thandak pahunchati hai
1 97 98 99 102

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.