Page 271 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

Dialogues from Movies for Parties

271 (of 459 pages) | 32 (of 14664 items)
1 270 271 272 459
Nabhe crore Hindustan ki janta ko tabah karne waalon ko tabah karne ke liye ... sirf ek Hindustani kafi hai
Vardi ko khel aur kanoon ko rakhail samajhne waalon ko ... Jwala maarta nahi, maar deta hai
Dukh ke baad sukh hi aata hai aur raat ke baad savera
Jis tarah aag lakdi ko jalakar raakh kar deti hai ... ussi tarah gussa insaan ki akal ko nighal jaata hai
Ek ladki ki aabroo sheeshay ki tarah nazuk hoti hai ... is par ek badnaami ka chota sa patthar bhi gir jaye ... toh tootkar chaknachur ho jaata hai
Insaan jab janam lene waala hota hai toh uske duniya mein aane ka paata pehle se hi chal jaata hai ... lekin maut ke aane ki khabar kisi ko nahi hoti
Dushman agar taqatwar ho ... toh usse talwar se nahi balki dimaag se maarna chahiye
Politics aur underworld mein agar opposition na ho ... mazaa hi nahi aata
Dukh jab zindagi ka hissa ban jaye ... toh usse haskar gale laga lena chahiye
Is aurat ke mann mein chupa hai paap ... bachche ka woh padosi hai baap
Mai ke doodh aur majboor insaan ke aasunyon mein milavat nahi hovat hai
Meri nazar mein teri haisiyat is paan ke barabar hai ... jisse jab chahun chabakar, tookh sakta hoon
Barsega pani aur hum sab nahayenge ... promotion ki khushi mein nachenge gayenge
Every Sunday is not a day
by: Neeraj Vora
from: Jung (2000)
code:
Bata kya lega ... thanda, chai garam ... Bacardi, beer, rum
Saala kharcha pani todh pani kare apun ... aur maal pani le jaye yeh saala
Darke bhaag jaane waale darpok hote hai ... par binah wajah maar peet karne waale bahadur nahi ... ullu-ke-patthe hote hai
Chehra dil ka aaina hota hai
Har daaku mein ek Valmiki hota hai
Insaan is duniya mein insaan bankar rahe ... yahi uske liye kaafi hai
Beti ki shaadi baap ke liye swarg jaane ki seedi hoti hai
Ladkiyon ka asli ghar unka mayka nahi ... unka sasural hota hai
Jis baap ki char jawan betiyan bin biyahi ghar mein baithi rahe ... us baap ki misaal us laash ki tarah hoti hai ... jisko na jalaya ja sakta hai, na dafnaya ja sakta hai
Saaya andhere mein saath chhod deta hai ... aur naseeb bure dino mein saath chhod deta hai
Kutte ko ghee aur chor ko izzat ... kabhi hazam nahi hoti
Gaon ki shudh hawa khai hai maine, cigarette ha dhuan nahi ... faulad ka seena hai mera, haddiyon ka pinjra nahi
Joh log maaf kar dete hai na woh kabhi udhas nahi hote
Tum toh un jaali noton se bhi zyada jaali nikle ... joh bazaar mein chalte hai
Aaj apna pehla mulaqat, khane ke liye daal bhat ... khana khale aaj mere saath, khana khale bill ka kya baat
Ek mujrim kanoon se bhaag sakta hai ... lekin doosre mujrim se nahi
Dharm aur raajneeti ka combination bahut khatarnak hai ... ekdum jaise ki sex aur violence ka
by: Unknown
from: Hey Ram (2000)
code:
Gandhi is the only sanity in this country
1 270 271 272 459

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..