Dialogues from Movies for Parties
Hamari zindagi hamare powers doosron ke liye hai ... hum baante hai, cheente nahi
Sach aur kalpana ka milan ho jaye ... Jasmine ko mujhse pyar ho jaye
Kuch sach sirf kahaniyan hoti hai ... aur kuch kahaniyan sach hoti hai
Kya cool cool ... namakool!
Aish karne ke liye bhi cash chahiye
Abhe ghar toh kya, tu kabhi raaste mein bhi dikhayi diya na ... toh chehre ka design badal doongaa
Aap toop ho ... main toh kehta hoon aap Pope ho
Yeh thopade ka design toh pehli baar dekh raha hoon
Main aapki jhappi leke pappi lena chahta hoon
Kya ladki hai yaar ... baal silky silky, gaal milky milky ... yeh toh chalti phirti vanilla ice cream hai
No complaints, no demands
Bhigada toh kuch nahi ... lekin bana zaroor sakta hai ... meri kismat
Main khatam toh khel khatam
Waqt waqt ki baat hai ... aur mera waqt badal raha hai
Bandar ka gurda hamesha bandar ke andar hota hai
Insaan ke jeevan ko tasveeron ka ek caravan samjho ... saikado tasveeron ka caravan
Har tasveer ek lamhe ko giraftar kar leti hai
Paneer to beta, kuch dinno mein itti itti thailiyo mein sonaar ki dukaan pe bikega
Naag devta mera physics bacha lena ... roz ek liter doodh bhijwaonga
Global warming ke liye yahi kamina responsible hai
No place for mootra visarjan in this country
Aaj Bush ne Iraq pe do dhokle gira diye
Aap apni naukri rakh lijiye ... main apna attitude rakh leta hoon
Millimeter ab centimeter joh ban gaya hai
Bahar aa, nahi toh main tere darwaaze pe mootra visarjan karoonga
Meri wife ko nahi uske peeche ka bungla dekho idiots ... 3.5 million!
Dono taange tudawa ke apne pairon pe khada hona seekha hai
Stann hota sabhi ke paas hai ... sab chupa ke rakhte hai ... deta koi nai
Ajeeb desh hai hamara, pizza tees minute mein pahuchne ki guarantee hai ... lekin ambulance?
Main toh aapko yeh padha raha tha ki, padhate kaise hai
Kiss ho nahin paati yaar ... kyun ki naak beech me aa jaati hai
Kaise sign karon yaar ... meri pen toh tu le gayi
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..
