dialogues for Tag: Comedy
Tag: Comedy
Bhai mat bol ... emotional ho jaata hoon main
Chupe chupe se sarkar nazar aate hai ... dil ki barbaadi ke aasaar nazar aate hai
Main tujhse pyar da petrol maanga tha ... tune toh petrol chidakkar meri pyar di gaadi hi jala di
Hamare naseeb mein champagne nahi ... sirf pain hai
Arre kaan mein gobar pack kar liye ho ka? ... saala teesra time ring kar rahe hai
Kuch log property banate hai aur kuch log property ka istimaal karte hai ... aur joh log property ka istimaal karte hai ... woh buddhiman hote hai
Har kamine ko apni izzat pyari hoti hai
Suhaagraat mein baraati nahi aate
Apni chaukhat ka diya ... giving light to neighbor's house
Joh log aaish karte hai woh ash ban jaate hai
Har aadmi ko ek baar shaadi zaroor karni chahiye ... kyun ki har shaadi-shuda aadmi seedha swarg mein jaata hai ... (kaise) ... kyun ki narak se toh woh guzar chuka hota hai
Doosre ka suitcase aur doosre ki biwi ko haath nahi lagana chahiye
Kaika Dilli hai bhaiya, dil toh hai hi nahi kisi ke paas
Abe chai mangi thi, parliament se ayegi kya?
Bhagwan ko malum tha ki aadmi saala kuch kare na kare lekin daru zaroor piyega ... isiliye usne aadmi ko ek dimag, ek thopda, ek dil de diya ... lekin kidney do de diya, ki agar ek kharab ho jaye toh aadmi doosri se apna kaam chalata rahe
Graduate samajh ke humko line maar rahi hai kya?
Thoda sa hamari taraf se bhi ro dena
Bada kamzor leg piece hai ... is murghi ko polio ho gaya tha kya?
Achche log jaldi upar jaate hai ... achcha hua main achcha nahi hua
Achcha hua sanam hum bewafaa nikle ... wafaadar toh kutte hote hai
Chor ke ghar mein chori karne ko paap nahi kehte
Mere aage hai jannat, toh aaj teri shaamat hai ... dil yun kisiko dena, mardo ki buri aadat hai
Thukai aur kamai mein ek se zyada zariya hona bahut zaroori hai ... varna khud ki thukti hai
Ab dekh tamasha ... dhikhata hoon tereko Bipasha
Police asli ho ya nakli ... aati saali hamesha late hi hai
Sex aur chocolate dono ek hi type ka maza dete hai ... fark sirf itna hai ... ek mein wrapper nikalna padhta hai aur doosre mein aaj kal chadhana padhta hai
Jahan dekhi laundiya, nachne laga dandiya
Iski janam kundli mein toh sab kundli maarkar behthey hain
Galati toh galati se hoti hai na?
Yeh raat ko teen se paanch ka joh waqt hota hai na ... woh bilkul Kumbhkaran ka time hota hai
Hum bhi woh hai ... joh door se boo ko soong lete hai
Agar tum meri zindagi mein nahi hoti, toh main kya hota? ... bina jeb ki pant hota, bina sole ka juta hota, bina dil ke shareer hota
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
