Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for Tag:

Tag:
1 (of 7 pages) | 32 (of 215 items)
1 2 7
Itihaas duniya ki sabse badi adalat hai
Kya hum azaad hai ... aur agar azaad hai toh itne bebas kyun hai ... because we have no right to life, no right to truth, no right to justice
Bahut sare police wale jail gaye hai ... neta aur abhineta bhi ... nobody is above the law
Yes hum janwar hai, we are animals ... jiski sirf cheekh ho sakti hai par awaaz nahi ... jisko sar jhukane ke liye kanoon toh milta hai par insaaf nahi ... jiska jhund ho sakta hai lekin desh nahi ... yeh janwaron ka jhund ab desh banne jaa raha hai ... aur yeh janwar ab cheekhega nahi ... gurrayega
Court mein sahi aur galat ka nahi ... haar aur jeet ka faisla hota hai
Sach aur saboot taiy karta hai ki kisko saza milni chahiye aur kisko nahi ... kisko kitni saza milni chahiye aur kitni nahi
by: Kajol
from: Do Patti (2024)
code:
Jiske haath mein nyay dene ka aadhikar ho aur nyay na de ... woh hoth hai asal mritak
Nyay agar jeevan ka adarsh hai ... insaaf agar hamare samvidhan ka maulik adhikar hai ... toh phir usse vyavastha, parampara aur paristithiyon ka ghulam mat banaiye
Insaaf kagaz ke tukdon par nahi hota hai ... aapke kitaabon mein nahi hota hai ... adalati kalam ki siyahi se woh nahi hota hai ... insaaf hota hai insaano ke dil par, unke zehan par, unki rooh par
Kanoon sirf kanoon hai ... ya toh toda jayega, ya paala jayega ... lekin har surat mein maana jayega
Mehfil mein jalate hai diya doosre log ... lete hai ujalon ka maza doosre log ... mujrim kabhi pakde nahi jaate ... lekin paate hai adalat se saza doosre log
Gunah jitna bhi sangeen ho, saza bhi utni hi sangeen honi chahiye ... gunehgar jitna bereham ho, insaaf bhi utna hi bereham hona chahiye
Hamara kanoon andha hai ... issi liye hamara insaaf bhi andha hai ... hum sochte kuch aur hai aur hum karte kuch aur hai ... kanoon sunta kuch aur hai aur insaaf karta kuch aur hai
Vyavastha se gunehgar bante honge ... lekin gunahon ko vyavastha ki pratishtha dene ka kanoon ko koi haq nahi hai ... gunah ki vyavastha nahi ho sakti
Hamari adalaton mein justice nahi, judgement hota hai ... insaaf nahi, faisla hota hai
Kabhi kabhi order banaye rakhne ke liye ... law ko bali chadana padta hai
Police system ek aisa sikka hai jiske do side hote hai ... ek side law aur doosra order
Main sahi hoon ya galat iska faisla aap nahi desh ki janta karegi ... kyun ki sabse upar main ek hi adalat ko maanta hoon ... aur woh hai janta ki adalat
Kanoon ko haath mein lene ka haq ... sirf kanoon ke haathon ko hota hai
Insaan ke shareer mein 206 haddi aur kanoon mein 570 dharayein hai ... main haddiyan bhi todta hoon aur kanoon bhi
Bapu apne style mein kanoon todta tha ... aur main apne style mein
Kabhi kabhi desh aur kanoon ke hitt ke liye ... uske virudh jaakar bhi kuch karna padta hai
Kanoon ek chu*iya hai ... uski sabhi le sakte hai
(Abhe kaun hai be tu?) ... Sachon ke saath sacha hoon, achon ke saath acha hoon ... aur kanoon ki woh maa jiski aankhon pe patti bandi hai, us hi ka aankhon wala bacha hoon
Adalat mein jab rape case discuss hota hai na ... toh it's not less than a rape itself
Justice can be delayed but not denied
Begunah ko saza dena, begunah ko maut dena ... poori insaaniyat ko maut dena hai
Aapke apradhon ki itni sangeen filein hai mere paas ... kam se kam saat baar phansi par latkaongi aur ek sau terah saal ki jail
Aaj samaaj mein uski izzat hoti hai joh kanoon todhta hai ... lekin main uski izzat karti hoon joh kanoon todhne waale ko todhta hai
Kabhi kabhi kanoon todne walo ko todne ke liye ... kanoon ko todna padta hai
Kanoon jab apne pe aata hai na ... na apne dekhta hai, na paraye
Insaaf ki chakki chalti bahut dheemi hai lekin pisti bahut bareek hai
1 2 7

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.