Page 281 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

Dialogues from Movies for Parties

281 (of 459 pages) | 32 (of 14664 items)
1 280 281 282 459
Puri fielding ho chuki hai, sirf chauka marne ki deri hai ... jaise mauka mile waise chauka
Thanda peeke jao bahut garam ho gayi ho
Agar aashiq ko dhoondna ho toh ... mashooq ki gali mein dhoondo
Bagair maang mein sindoor aur yeh gale mein mangalsutra ... ek suhaagan adhoori hoti hai ... adhoori
Apna desh phir bhi apna desh hota hai ... aur apna khana, apna khana hota hai
Agar aapne adam khor sher nahin dekha ... khoon peene wala bhediya nahin dekha ... toh isse dekhiye, isse
Cancer ke mareez ka ilaaj ho sakta hai magar ... mohabbat ke maare ka nahi
Insaani khaal mein khada yeh shaksh ... insaani ghost ko noch noch kar khane waala woh khatarnak cheetah hai ... jisne duniya har jurm chatkare le lekar kiya hai ... hatya, loot, balatkaar
Sirf pyar hamesha rehta hai ... dard nahi
Yeh ball ko hole mein dalta hai ... main life ko hole mein dalta hoon
Mahabharat ho yah Ramayan ... har jung ki buniyaad mein aurat hai
Mohabbat aisa cancer hai joh ... achche khase aadmi ko tadpa tadpa kar maar dalta hai
Maut ka khauf zinda logon ko ho sakta hai ... laashon ko nahi
Jis rishte ki buniyaad jhoot hai, fareb hai ... usse ret par bane mahal ki tarah dasna hi hoga
Main bure kaam zaroor karta hoon ... lekin waise nahin ki insaaniyat ko mujhpe sharm aa jaye
Bachpan se aaj tak maine kabhi Holi nahi kheli ... magar ab kheloonga khoon ki Holi
Yeh kaun hai yaar ... chalu episode mein commercial break ki tarah beech mein aa jata hai
By God, dil garden garden ho gaya!
Tees din hai tumhare paas ... ek-a-tees ve din mein agar tum is shehar ki hadh mein bhi nazar aaye ... toh duniya ki hadh se bahar nikaal kar phenk doonga
Aapka haath hai ya hathoda ... aapke hisse ko kis hadse ne toda
Bechain ho rahe hai woh sheron ke dhahadon se ... gira diye jaoge tum in pahadon se
Kya sher farmaya hai aapne ... Majnu ki jagah Ranjhe ko chipkaya hai aapne
Agar marne ke baad bhi zinda rehna hai ... toh doosron ko zindagi dena seekho
Ho jaoge majboor tum bhi kuch is tarah ... Ranjhe ki mohabbat mein Laila thi jis tarah
Is desh mein ussi ki jeet hoti hai ... jisse is desh ki mitti ki sugandh ka pata ho
Yeh ladkiyan bhi na yaar sab samajhti hai ... par pata nahi hum ladkon ko kya samajhti hai
Har koi yahi toh chahta hai meri tarah ... ki uski zindagi mein koi ek aaisa aaye joh ussi ke liye soche, ussi ke sapne dekhe, ussi ke liye jeeye aur dua kare
Joh kaam aaj poore nahi hue woh kal poore honge ... har subah apne saath asha ki ek nayi kiran lekar aati hai
Insaan ki pehchaan tann se nahi ... mann se ki jati hai
Satta milne par pyare se pyara insaan bhi apne rang badal leta hai
Aadmi ko subah jaldi uthna chahiye ... varna saare kaam adhoore reh jate hai
Bhabhijaan, aap hum mein apnaye na apnaye ... hum aapko mooh dikhayi mein mile hai
1 280 281 282 459

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties read more..