dialogues for Tag:
Tag:
Agar tum dono ne pehle din hi jhoote pati ka patta pehan liya na ... toh sari zindagi bow-bow bhi karte rahoge na ... toh meow-meow hi sunai dena hai
Agar tum logon ka pyar sacha hai toh woh zaroor madad karega ... woh joh soote huye parindon ko pedh se neeche nahi girne deta ... woh apne bandon ko besahara kaise chhodega
Jawani race ke ghode ki tarah hoti hai ... bandook chalte hi daudne lagti hai ... ragon mein khoon se zyada josh daudta hai
Tumhara yeh mendak sa mooh dekhkar hum samajh gaye the ke tum bahut phudkoge
Jungle mein sirf ek sher hota hai ... aur shehar mein sirf ek khalifa ... baki joh hote hai woh sirf hote hai
Arre sharam hai toh yaad kar apne vaade ... kutte, kamine, sovar ke pyaade
Kasai ki dukaan mein bakre ko pyar se ghaas khilana sirf ghaas khilana hota hai ... pyar nahi
Baap, bhai, beta, shohar ... Begum Jaan ki chaukhat ke us paar hard mard murgha hota hai ... teen taangon wala murgha
Bijli ki tarah tezz, haathi jaisi shakti, sher jaisi garaj, cheetah jaisi phurti, gidh jaisi nazar ... poore ke poore jungle ke darshan ho gaye prabhu
Haathi chale bazaar ... kutta hagge hazaar
Khana khilaya hua aadmi dhoka de sakta hai ... doodh pilaya hua saanp nahi
Mera sarvanash karne woh parinda uthke aaya tha ... mujhe pakadne ke liye usne abhinay chakra chalaya tha ... parinde ko laga tha ki main is chakra mein mar jaaunga ... usse yeh nahi pata ki main yeh ghosla tabah kar jaaunga
Sher dahaadte hai toh kaanpte huye geedhar girte hai ... hum toh woh hai joh sheron ke mooh mein haath daalke unke daant ginte hai
Ladke ki kaathi ... kaathi pe ghoda ... ghode ki bum mein joh maara hathoda
Har ek kutro wafadar hoye chhe ... par aaiyan toh maaroich wafadar kutro nikdo
Insaan ko gaddar hona chahiye ... wafadar toh kutta bhi hota hai
Tu insaan nahi, junglee sand hai ... junglee sand nahi, gahde ki g*nd hai
Pyar bhi ajeeb janwar hai ... chabuk taan do, bhookha maar do, zinda gaad do ... par kambakht baaz nahi aata
Hamara dhande ka usool hai ... daudte hue ghode par baazi lagao ... agar ghoda langda ho jaaye toh usse goli maar do
Taqat toh genda bhi lagata hai ... lekin sher lagata hai taqat aur technique, dono ... sher ban'na hai, genda nahi
Na main kisi saanp se darti hoon na kisi seedi se ... I'm way above your snakes and ladders game
Apun patang, woh apni dor ... woh morni, apun uska mor
Kachhuae na kahaniyon mein jeette hai ... asli zindagi mein nahi
Bachpan se bhaag hi raha hoon ... pehle school se bhaaga ... bhook lagi toh roti churakar bhaaga ... bhai bana toh police se bachkar bhaaga ... jahan behetna tha wahan bhaaga, jahan chalna tha wahan bhaaga ... jahan bhaagna tha wahan kutte ke maafit bhaag hi raha hoon ... apun ki aakhi life bhaagne mein hi nikal gayi
Jhand fakeer, soovar ki aulaad, marjha saale kamine ... thank you!
Chidiyon se main baaz ladaun ... gidderon se main sher banaun ... sawa lakh se ek ladaun ... tabhe Gobind Singh naam kahaun
Yeh awaaz ek kutte ke mooh se bhi achchi lagegi
Kutte ki pooch aur mard ki mooch mein koi farak nahi hota
Main woh agjar hoon joh apne shikaar ko apni phoonkar se kheenchkar bina chabaye nighal jaata hoon
Aap agar Shanaya hai toh main mooli hoon ... aap agar patang hai toh main aapka solar cell hoon ... aap agar saand hai toh main aapki ghanti ki bell hoon
Tumhe pata hai parindo aur insaano mein kya farak hota hai ... parindo ko sone ke liye jitni jagah chahiye hoti hai ... utna hi bada ghosla banate hai ... aur insaan apne aashiyane se kabhi khush nahi hota ... usse aur bada banana chahta hai
Janwaron ko tehzeeb sikha di hum insaano ne ... ab insaano ko insaaniyat sikhane ke din aa gaye hai
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
