dialogues for Tag:
Tag:
Aaj raat uski shaadi hui hai aur thodi der mein manayega honeymoon ... woh bhi night se lekar afternoon
Har patni bidaai ke waqt rone ka dhong karti hai ... phir poori zindagi pati ko rulati hain
Woh shaadi karke chali jayegi ... saath mein tumhari kismat bhi dhal jayegi
Loan aur shaadi ek jaise hai ... loan liya toh chukao, shaadi kiya toh nibhao
Tum jaise log na shaadi se pehle maine pyar kiya ... aur shaadi ki baat aayi toh yeh maine kya kiya
Shaadi ke baad toh ajnabi apne ban jaate hai ... aur apne ajnabi
Shaadi aur kuch sikhaye na sikhaye ... acting karna sikha deti hai
Bachpan se hi naa ... mujhe shaadi karne ka bahut craze hai, by god
Shaadi ke baad duniya ki har ladki nazar aati hai ... biwi dikhai nahi deti hai
Shaadi woh keemat hai joh ek aadmi sex ke liye chukata hai ... sex woh keemat hai joh ek aurat shaadi ke liye chukati hai
Yeh joh sagai aur shaadi ke beech ka waqt hota hai na ... bahut adhbut hota hai
Shaadi chal raha hai ya saas bahu ka TV serial ... khatam hi nahi ho raha hai
Begani shaadi mein Abdullah deewana ... begane shootout mein jaan mat gawana
Shaadi is mind blowing ... sometimes blowing mind
Pyar ka sabse bada side effect ... shaadi
Tu toh bewakoof haiga ... chutiya toh aadmi shaadi ke baad hi hove hai
Romance time dekh karke todhi na aata hai ... romance bhi divorce ki tarah ho jaata hai bas
Tumne mujhse shaadi ki hi nahin ... samjauta kiya hai
Main nakaamyab hoon yeh sach hai .... par jaanti ho, is ghar mein mujhse bhi nakaamyab kya hai? ... hamara rishta ... hamari shaadi
Sochkar kaun shaadi karta hai?
Idhar bhi barbaadi, udhar bhi barbaadi ... arre bedardi tu karle is se shaadi
Challis saal ki shaadi shuda zindagi ke baad bhaagwaan ... pati patni ko sirf goli maar sakta hai ... seetti nahi
Kabhi kabhi divorce mein shaadi se zyada sukoon milta hai
Sita Ram, Radhe Kishan yeh misaalen hai bhagwan ki ... insaano ki agar deni hai misaal toh dena Shaadi No. 1 ki
Gas ho jaye khatam toh jala lo chula ... shehar mein swayamvar kyun kare jab bagal mein ho dulha
Shaadi ek nariyal ki tarah hoti hai ... pehle se hi malai kha lo toh baad mein sirf pani reh jaata hai
Shaadi ek sandal ki tarah hoti hai ... pehle se agar woh ghis jaye toh baad mein sirf maarne ke kaam aati hai
Shaadi ek mango ki tarah hoti hai ... waqt se pehle pak jaye toh baad mein ras ke bajaye aachaar banana padta hai
Katghare mein khada yeh aadmi ek aaisa pati hai ... jiska bas chalta toh shaadi ke din apne patni ko mangalsutra ka dhaaga nahi, Kamasutra ki copy deta ... joh chahta hai ki har subah uski patni Ramayan ka paath nahi, vatsyayan ka paath pade
Shaadi salwar kameez ke suit ki tarah hoti hai ... khareedne se pehle try karna chahiye yeh dekhne ke liye ki suit kitni hoti hai
Shaadi actually bilkul chicken masale ki tarah hai ... table pe sajane se pehle chak lo ... toh pata chal jaata hai ki chicken kitna naram hai aur kitna garam
Shaadi ke pehle pyar bahut zaroori hai ... kyun ki shaadi ek gaadi ki tarah hai ... jitna zyada chalao utna better andaza hota hai ki kab dhakka dekar start karna hai
Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.
