Page 42 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for Tag:

Tag:
42 (of 109 pages) | 32 (of 3466 items)
1 41 42 43 109
Izzat se baat, izzatdar logon se ki jaati hai ... bhadwon se nahin
by: Salman Khan
from: Garv (2004)
code:
Tujhe dene ke liye toh is duniya mein koi gaali bhi nahi hai
Har love story mein hamesha do naam hote hai ... lekin meri love story mein sirf ek hi naam hai ... mera
Bewakoof kahin ke yahi toh maar khate hai ... karne se pehle hi sab kuch bol dete hai ... aur hum kar dete hai ... pata bhi nahi chalta
Joh guzar gaya woh kal tha ... joh aane waala hai woh bhi kal hai ... faisla tumhe karna hai tum kis kal mein jeena chahte ho
Joh andhar se naram hote hai ... woh bahar se sakht na ho ... toh duniya usse kuchal deti hai
Burai chahe jitni bhi aage chali jaye ... hamesha achchai se peeche rehti hai
Nothing is permanent ... na tum, na main, na plan, na time
Mere rules koi nahi todh sakta ... main bhi nahi
Kisi ek insaan ki jaan lena ... matlab puri insaaniyat ko maar dalna hai
Tum mera jism todh sakte ho ... meri himmat nahin todh sakte ... mera yakeen nahin todh sakte
Khuredne se zakhm bharte nahi hai ... hare ho jaate hai
Jab pati par kisi bala ka saaya par jata hai ... tab patni hi uski nazar utarti hai
Aurat nadi ke samaan hoti hai ... yadi apne kinaron ki maryada mein rahe, toh lati hai khushali ... aur yadi apne kinaron ki maryada todh de, toh lati hai vinash, barbadi
Indian aadmi jahan bhi rahe, kuch bhi kare ... hamesha Indian hi rahega
Plan yeh hai ki koi plan nahi hai
There is nothing better than you ... and for you I want nothing to be better than me
Bahut jala hoon main is akelepan ki aag mein ... aur tumhare liye main sari duniya ko jala sakta hoon
Na jagde hum apas mein, jagadkar toot jayenge ... tumhara aaina hum hai, humara aaina tum ho
Zindagi kamaal hoti hai ... ulhaj jaaye toh jaan lele ... sulhaj jaaye toh bemisaal hoti hai
Duniya ka aitbaar karen bhi toh kya kare ... aasoon bhi apni aankh ka apna na hua
Hum sab system ka hissa hai ... system decide karta hai, apun follow karta hai
Kahi baar choti choti nadaaniyo se nuksaan bada ho jaata hai
Bahut pehle maine seekha tha ki kisi bhi jagah duty join karo ... toh ek din pehle join karo ... asliyat bahar aa jati hai
Aurat pe haath uthana ... namard ki pehli nishaani hai
Kafan ka kapda aur dafan ki zameen ki tayaari kar lena ... kyun ki jis din woh mila mujhe ... us din woh andhar nahi jayega ... seedha upar jayega
Tum hamesha jeetne waale ghodhe par hi paisa lagate ho ... aur main jis ghodhe par paisa lagata hoon ... usse jeetna hi padta hai
Bheek mein mile desh aur daan mein mile hathyaron ke dum par itna bhaunkna theek nahi
Halaat bahut chote hote hai ... lekin insaan bahut bada
Jinke irrade buland ho ... woh sadko ki nahi, aasmano ki baatein karte hai
Chehre toh aksar dokha dete hai ... sach toh aaine bola karte hai
Pyar baantoge pyar milega ... nafrat baantoge nafrat milegi
1 41 42 43 109

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.