Page 69 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for Tag: Comedy

Tag: Comedy
69 (of 102 pages) | 32 (of 3246 items)
1 68 69 70 102
Is jahaan mein aaye ho toh kuch aaisa karo kadardaan ... ke jis gali se guzro toh awaaz aaye, abbajaan abbajaan
Aadmi agar thode time ke liye pareshaan hai na ... toh matlab time kharab hai ... aur aadmi agar hamesha pareshaan hai na ... toh samajh lena ki aadmi kharaab hai
Is chor bazaar mein aake apne ho gaye vare nyare ... apun akhiyon se goli maare
Mereko damaad thoda hatke chahiye ... aaisa jisko dekh ke public sadak pe se hat jave ... police station se police hat jave ... aur mahulle mein se bade se bada gunda phut jave
Yeh kaisa locha kiya tune mere pyar ka ... maal toh bika nahi bill chad gaya udhaar ka
Tu hai aag main hoon shola ... aaja meri Coca-Cola
Wah re saali kismat tu kaisi hai re bala ... ek Majnu banke behta doosra Ranjha banne chala
Ban rahi hai anjaan, teri khata nahi hai ... aaise keh rahi hai, jaise kuch pata nahi hai
Chal door ho ja, nazar ke samne se door ho ja ... doorbeen ke andhar bhi nazar nahin aane chahiye
Tera itna chota chota tukda banayega ki ... agle janam mein na tu powder banke janam lega
Arre thairo thairo thairo, zaara tham toh jao ... kahe ki hai yeh dhoom dhaam, zaara mujhe toh batao
Beti ka sasural hi hai uska sansar ... rasmo rivaaz nibhati rahoongi, ab toh jaane dijiye ... aati rahoongi
Khushi se uchal jayega didi tera jee ... upar jaake dekh, behte hai jijaji
Yaar hoon, humdardo ka saaya hoon ... aaj yeh mat kehna, ke bewaqt aaya hoon
Public stage par aate hi shaitan bhi devtaon ki tarah bolne lagta hai
Behen ke ghar bhai kutta ... aur sasur ke ghar jamai kutta
by: Unknown
from: Style (2001)
code:
Hum hum hai ... baki sab pani kam hai
America mein insaan phone itsamaal karte karte dead ho jaye ... lekin lines dead nahi hoti
Agar kisi ladke ko film dekhni hai toh sirf ladki ke saath dekhni chahiye ... nahi toh film ki insult hai, theater ki insult hai aur theater mein dekhne waali sari audience ki insult hai
Titanic mein nahin balki real life mein bhi ... doobte ladke hi hai
Love wave ka signal pakad, receiver utha, aankrede ghuma ... uske dil ki ghanti bajhegi dekhna
Jab kisi ladki se pyar ho jata hai na ... toh dil ke channel pe bas ek hi program chalta hai ... "Just Mohabbat"
Jis din insaan duniya ki kisi bhi ladki ko samajh gaya na ... us din duniya swarg ban jayegi
Galat raaste se ghar mein ghusne waale galat hote hai
Shaadi ke baad ek gulab se biwi nahi maanti ... pyar, ishq aur mohabbat ka poora guldasta dena padta hai
Jahan chanda hoga wahan chakori hogi ... jahan thali hogi wahan katori hogi ... aur jahan tu hoga wahan main hongi
Khichdi ke hai dost char ... dahi, papad, mirchi, aachar
Tu idiot box dekh dekh ke idiot jaisi baatein karti hai
by: Unknown
from: Nayak (2001)
code:
Abhe bagar pani ke magarmach
Joh alag dikhta hai ... wahi aaj kal bikta hai
Public ne hero ko bhai bante bahut dekha ... ab public bhai ko hero bante dekhegi
Aadmi purani cheezon se ughta jaata hai ... aur nayi cheezon se uthta jaata hai
1 68 69 70 102

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.