Page 8 of Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for Tag: Shayari

Tag: Shayari
8 (of 42 pages) | 32 (of 1315 items)
1 7 8 9 42
Sanwaar nok palak aabruon mein kham karde ... gire pade huye lafzon ko mohtaram karde
Vaada toh phir vaada hai, main zehar bhi pee jaon katil ... sharat bas itni hai, koi baahon mein samah le mujhko
Tere vaade pe jeeye hum toh yeh jaan choot jaana ... ke khushi se mar na jaate agar aitbaar hota
Hamari is duniya mein zindagi thami si rehti hai ... kabhi aaiyega bhut banke baithenge
Yahan libaaz ki keemat hai aadmi ki nahi ... mujhe glass bada de sharab kam karde
Chaand chahoon na chakora, na falak ka tukda ... noor chahoon na main hoori, na pari sa mukhda
Pritam Singh zinda rehne ka ek mauka sabko deta hai ... joh maan le toh theek, varna upar jaake rota hai
Kabhi bal se toh kabhi chhal se ... kitno ki Lanka dhai hai ... par is shehar ki hawa mein kuch ajeeb se garmai hai ... is liye purane paintere chhod, ab yahan akal ladane ki baari aayi hai
Yeh nigahen nashtar, yeh honth kausar ... meri aagosh mein hosh bhi behosh hoga ... ab bhi waqt hai nikal lo bhailog ... nahi toh kal subah afsoos hoga
Yeh shokhi, yeh adaayen, yeh baankpan ... inki keemat bhala duniya tay kar sakti hai kya ... achcha chal itna bata teeno ka milake package mein kuch kam karti hai kya
Husn ka mazaak na uda ... kahin husn ke haathon tera mazaak na ban jaaye ... manchala hai, khoobsurat hai, magar ladka hai tu ... tujhe ladkon aur mardon mein fark kaun samjhaye
Tairna hai toh samundar mein tairo, talaabo mein kya rakha hai ... aur joh ishq karna hai toh mujhse karo, janaaniyo mein kya rakha hai
Khushiyan kisi ki mohtaj nahin hoti, dosti yunhi ittefaq se nahin hoti ... kuch toh maine honge is pal ke, warna yunhi aapse mulaqat nahin hoti
Paanch ungliyon se banta hai tamacha ... jinke padte hi ban jaata hai tamasha
Choti choti baaton se bade kahan ho jaoge ... patli galiyon se nikloge toh khuli sadak par aaoge
Aaj raqeeb ko pila di hai tune sharaab ... un dekhna usse kaise nikalti hai aag
Hai bahut andhyar, suraj nikalna chahiye ... ho kisi tarah se bhi, mausam badalna chahiye
Hum bajaye toh kaano mein pain ... aur yeh paade bhi toh Tansen
Ishq aur mushq chupaye chupta nahi ... baar baar dekhi adayein Rajjo ki, dil bharta nahi
Joh adab mein aaye toh lehar hai ... joh ho meharbaan toh woh pyar hai
by: Unknown
from: Rajjo (2013)
code:
Ras nikaalta hoon jaaneman nichodkar ganna ... tera deedar ho khidki se bas yahi hai tamanna
by: Unknown
from: Rajjo (2013)
code:
Pehle toh apni dil ki raza jaan jaiye ... phir joh nigah-e-yaar kahe maan jaiye ... kuch keh rahi hai aapke seene ki dhadkane ... meri suniye toh dil ka kaha maan jaiye ... ek dhoop si jammi hai nigahon ke aas paas ... ki aap hai toh aap pe kurbaan jaiye
Leave my red rose you bloody red bullies ... varna tum sabka red red blood flow hoga in all the gallis
Maut se kiski rishtedari hai ... kabhi na kabhi meri, lekin kal teri baari hai
Pyar bhaut badi googly hoti hai ... mil jaye toh badam varna saali moongphali bhi nahi hoti hai
Insaan ki zindagi par shak hota hai ... bus wahi nahi milta jispar hamara haq hota hai
Bachpan se aaj tak is shehar ne har haq diya ... lekin dekho baat pyar ki aayi toh sautela kar diya
Meri kismat se tu mujhe mili miss ... mutual funds are subject to market risk
Upar waale pe sabko full on bharosa hai ... har ek ke dil mein umeed ka samosa hai
Petrol ka bhav ho assi, nabbe ya poore sau ... lakhon gadiyan road pe aaye bajhte hi nau
Aurat jab ho jaye khunkhar ... kha jaye sari duniya maare na dhakaar
Agar tum logon ne dikhaye tevar ... toh teri beti kuvaari maa forever
1 7 8 9 42

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.