Famous, Popular Bollywood Movie Dialogues for Parties by Actor, Actress, Villain

dialogues for Tag: Weather

Tag: Weather
1 (of 5 pages) | 32 (of 130 items)
1 2 5
Naav toofan mein hai paar utarne ke liye ... hausla shart hai duniya se guzarne ke liye
Mausam baimaan hai, nasha barsa raha hai ... tumse dil lagane ko jee chah raha hai
Jin toofano mein tum jaiso ke jhopde udh jaaya karte hai ... hum unhi toofano mein apne kapde sukaya karte hai
Apni kursi ki peti baand lo ... mausam bighadne wala hai
Mausam aur insaan jab milkar galati karte hai na ... toh it's a sure shot recipe for disaster
Pyar kisi ke liye gehra bhanwar hai, le doobta hai ... aandhi hai, toofan hai, shola hai ... aur kisi ke liye pyar naav jaisa, paar laga deta hai ... khamoshi hai, nazm hai, thandi hawa ka jhaunka hai
by: Unknown
from: Shiddat (2021)
code:
Kuch nahi hai magar hai sab kuch bhi ... kya ajab cheez hai yeh kaagaz bhi ... baarishon mein hai naav kaagaz ki ... sardiyon mein alaav kaagaz ki ... aasman mein patang kaagaz ki ... saari duniya mein jung kaagaz ki
by: Unknown
from: Kaagaz (2021)
code:
Tum log barsaat ke un kaale badalon ki tarah ho joh ekkhatta ho jaye toh suraj ko bhi dhak dete hai ... lekin kataye baarish ho jaye, dhuaan ho jaoge ... suraj toh yahin rahega
Zyada bhala na bolna ... zyada bhali na choop ... zyada bhala na barasna ... zyada bhali na dhoop
Jab pehli baar usse mulaqat hogi ... saari duniya reh jayegi sookhi lekin tere sar par halki halki barsaat hogi
Nobody is virgin in this world ... yahan tak ki kudrat bhi virgin nahi hai ... updar baadal ek doosre se chhedkhani karte hai ... neeche hum bheeg jaate hai ... kehte hai baarish ho gayi
Bhala kya mel hai mera tumhare saath huzoor ... yahan pe bijli, toh haddi yahan par atki hai
Aaj is bhatakti khushboo ko thikana de do ... main agar baarish hoon toh tumpe toot jaane ki izaazat de do
Toofan kisi waqt ka mohtaj nahi hota ... unka toh jab mann kiya aaye aur tabahi machakar chale gaye
Agar tera mera koi connection hai, toh agli baar jab baarish hogi ... hum apne aap mil jayenge
Kaun kambhakt hai joh sharaab peeta hai ... hum toh peete hai ki is bhayanak thand ko bardaash kar sake
by: Unknown
from: Anna (2016)
code:
Ek hawa ka jhonka aaya toota dhaali se phool ... na pavan ki na chaman ki, kis ki hai yeh bhool
Aandhi roke toh hum toofan ... toofan roke toh hum aag ka dariya
Hai bahut andhyar, suraj nikalna chahiye ... ho kisi tarah se bhi, mausam badalna chahiye
Phasal barsaat se ughti hai ... badal ke garajne se nahi
Yere yere pausa, tula deto paisa ... paisa saala khota, paus aala motha
Na jaane badalon ke darmiyan kaisi saazish hui ... mera ghar mitti ka tha, mere hi ghar baarish hui
by: Ravi Kishan
from: Loot (2011)
code:
Kapda hai bahut zyada par kameez bahut tang hai ... badal hai bahut zyada par baraste kitne kam hai
Lamhon ko toh guzarna hoga, aandhi ko toh chalna hoga ... main ek khayal hoon mujhe jaane do, khayal ka haath kaun pakadta hai
Global warming ke liye yahi kamina responsible hai
Koi hawa toh chale, koi patta toh hile ... kaun hai apna kuch pata toh chale
Duniya mein har cheez badalti hai ... mausam, rishtey, naseeb
Yahan har mausam se pyar hota hai ... aur har mausam mein pyar hota hai
Priya jab assi saal ki ho jayegi na ... I promise you main tab bhi usko itna hi pyar karoonga ... dhoop mein iska chashma banuga, baarish mein iska chaata ... kyun ki pyar ke sivah mujhko kuch nahi aata
by: Govinda
from: Partner (2007)
code:
Do cheezein mujhe pasand nahi hai ... garmi ka mahina aur AC mein pasina
Toofanon se guzaarish nahi ki jaati ... unka saamna kiya jaata hai
Kehte hain baarish ke baad ki dhoop bahut khoobsurat hoti hai
1 2 5

Collection of dialogues from Indian Bollywood Movies, Dramas, Web Series, Daily Soaps, TV Serials for Parties.